Friday, August 7, 2015

Mauli Mauli - Lai Bhari

Vitthal vitthal - 7
Tula saad aali tujya lekaraanchi
Aalankapuri aaj maramari
Vasa varicha ghetala paavlaani
Aabha vaalavanti tuji saavali
Gala bhet ghenya vineji nighali
Tujya raamghoshyat indrayani
Vitthal vitthal – 4
Ho… bhide aasamanti dhwaja vaishanavanchi
Ubhi pandhari aaj nadavali
Tuje naav othi tuze rup dhyani
Jeevala tuji aas ka lagali
Jagi paap sarya jagacha pari
Tu aamha lekaranchi vithu mauli
(Mauli mauli – 6 naav vitthal tuje ) 2
Vitthal vitthal – 6
Chal kore tuji vaat rakandini
Ghetala pavalaani jeev sara
Taal ghoshyatuni saad yete tuji
Davate vaishanavana disha
Naad lavi g tu sawala
Mastaki chandana tila
Levuni tulshi mala gala ya
Davashi vaat tya raula
Ha.. aj harapala deh bhan
Jeev zala khula bawara
Dahala g tujya lochanat
Bhabalya lekarancha lala
bhide aasamanti dhwaja vaishanavanchi
Ubhi pandhari aaj nadavali
Tuje naav othi tuze rup dhyani
Jeevala tuji aas ka lagali
Jagi paap sarya jagacha pari
Tu aamha lekaranchi vithu mauli
(Mauli mauli – 6 naav vitthal tuje ) 2
Vitthal vitthal – 12
Jahala gajar jahalo badhir
Jagali najar kal sara
Panchapran he paduni atta
Ghali reen pandurangala
Ghe deha kalas doha tulas
Ghalito chadra bhagesi
Sagalikade dise pandhari
Yaach madhiri maauli mazi
Mukha darshan vhave aata
Tu sakal jagacha trata
Ghe kushit ya mauli tujya
Paayli thevato matha
Mauli mauli – 6
Rukmani cha vardev haari vitthal
Shri dyanadev tukaraam
Pandharinaath maharaja ki jay

Tuesday, September 18, 2012

Barfi - Barfi!

Ohoo Ooooo…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
Ala Ala Matwala Barfi
Pawon Pada Mota Challa Barfi
Raaton Ka Hai Ye Ujaala Barfi
Gumsum Gumsum Hi Machaaye Ye To Khutpat
Khur Khur Khur Khurafaati Kare Non-stop
Khur Khur Khur Khur Hoye
Bud Bud Bud Bud Hey
Gud Gud Gud Gud Maula
Isi Se Bachaai Le
Hey Ee…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup Oye
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
Kabhi Na Rukta Re, Kabhi Na Thamtaa Re
Gham Ki Jo Dijha Use Khushiyon Ki Thokar Maare
Palkon Ki Har Muniya, Naino Ki Gaa Re Saare
Dhadkan Ki Rhythm Pe Ye Chaalu Khiladi Hai Bada
Hey.. Hey
Sooraj Ye Bujha Dega, Marega Phoonk Aisi
Top Talaiya, Peepal Chaiyya
Har Kooche Ki Aisi Taisi
Hey Ee…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup Oye
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
(barfi Barfi Ye Meri Barfi)
Barfi Jab Amma Ji Ki Kokh Me Tha Soya
Amma Ne Murphy Ka Radio Mangaaya
Murphy Munna Jaisa Lala Amma Ka Tha Sapna
Munna Jab Haule Haule Duniya Me Aaya
Baba Ne Shillon Wala Station Lagaya
Radio On Hua, Amma Off Hui, Tuta Har Sapna
Munna Muta Hi Aansu Bahaaye Haaye
Oyee Ee…
Munna Jhunjhhuna Sun Bhi Na Paaye
Ala Ala Matwala Barfi
Pawon Pada Mota Challa Barfi
Raaton Ka Hai Ye Ujaala Barfi
Gumsum Gumsum Hi Machaaye Ye To Khutpat
Khur Khur Khur Khurafaati Kare Non-stop
Khur Khur Khur Khur Hoye
Bud Bud Bud Bud Hey
Gud Gud Gud Gud Maula
Isi Se Bachaai Le
Ohoo Ooooo…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud..!

Monday, September 17, 2012

Ala Barfi - Barfi!

Oo..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Khuus fus khus fus khus
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..

Ala ala matwaala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula issi se bachaai le

Hey..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup oye
Fus fus fus fus oo aye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud... oye
Bud bud bud bud...

Kabhi na rukta re, kabhi na thamta re
Gham jo dikha usey khusiyon ki thokar maare
Palko ki harmuniya, naino ki gaa re saare
Dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyare
Bhola na shamjho yeh chaalu khiladi hai bada bada
Hey.. hey
Sooraj ye bujha dega, maarega phoonk aisi
Top talaiya, peepal chaiyya
Har kooche ki aisi taisi
Hey..

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup hoye
Fus fus fus fus oo aye..
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud oye
Bud bud bud bud

Barfi jab amma ji ki kokh mein tha soya
Amman ne murfi ka radio mangaya
Murfi jaisa lalla amma ka tha sapna
Munna jab haule-halue duniya mein aaya
Baba ne Ceylon wala station
(Radio Ceylon is oldest radio station in Asia)
Radio on hua amma off hui
Toota har sapna
Oh o ye..
Munna mute hi aansu bahaaye o..
O o ye Munna jhunjhuna sun bhi na paaye
Jhun jhun jhun jhun....

Ala ala bada ala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula iss se bachaai le
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud...

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Fus fus fus fus
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..

Sunday, September 16, 2012

Main Kya Karoon - Barfi!

Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
hmm..
Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main..
Ab kya karoon
hmm.. Kehne pe chalta nahi
Kuch dinon se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)

Karta.. aawaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane, gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki

Karta hai awaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Ulti ye baat hai
Aise haalaat hai
Ghalati kare ye, main bharu!

Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon
Main kya karoon... (keeps repeating)

Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main ab kya karoon
hmm.. Kehne pe, chalta nahi
Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Saturday, September 15, 2012

Kyon - Barfi!

Kyon naa hum-tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaake almast pehchaani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimati nigaahon mein
Inn chamchamati adaaon mein
Luke huey, chhupe huey
Hain kya khayaal baawre

Kyun naa hum-tum
Chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Talashein bageechon mein fursat bhari chhanv re
Chal bhatak le na baawre

Inn gungunati fizaaon mein
Inn sarsarati hawaaon mein
Tukur-tukur yun dekhe kya
Kya tera haal baawre

Naa lafz kharch karna tum
Naa lafz kharch hum karenge
Nazar ke kankadon se
Khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge
Mila ke mast baat phir karenge
Naa harf kharch karna tum (harf means "Akshar" a letter)
Naa harf kharch hum karenge
Nazar ki syaahi se likhenge
Tujhe hazaar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan
(Jhidkiyaan means Scoldings)
Tere pate pe bhej denge

Sun khankhanati hai zindagi
Le Humein bulati hai zindagi
Jo karna hai woh aaj kar
Naa isko taal baawre Aha ha

Kyun na hum tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaa ke almast pehchani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimaati nigaahon mein
Inn chamchamaati adaaon mein
luke huey, chhupe huey
Hai kya khayaal baawre