Monday, December 13, 2010

Jaane Kyon - Dil Chahta Hai

The song is a duet and hence given as male and female stanza J


Male Stanza
(Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon voh kisi pe marte hain) - 2
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon
Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
Pyaar mein sar jhukaana padta hai
Dard mein muskuraana padta hai
Zaher kyoon zindagi mein bharte hain
Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon

Female Stanza
(Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin voh tanhaa hai) - 2
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajaata hai 
Log chhup chhupke pyaar karte hain
Jaane kyoon saaf kehte darrte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Ho jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon

Male Stanza
Pyaar bekaar ki musibat hai

Female Stanza
Pyaar har tarah khoobsurat hai

Male Stanza
Oh, pyaar se hum door hi achhe

Female Stanza
Arre pyaar ke sab roop hai sachche

Male Stanza
Ho, pyaar ke ghaat jo utarte hai
Doobte hai na voh ubharte hai
Jaane kyoon, jaane kyoon

Female Stanza
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyoon aap hi mukarte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon

Male Stanza
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon 

Kaisi Hai Yeh Rut - Dil Chahta Hai

(Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile
Ghul rahe hain rang saare, ghul rahi hai khushbuein)- 2
Chaandni, jharne, ghataayein, geet, baarish, titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab maherbaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile

Dekho, nadi ke kinaare
Panchhi pukaare kisi panchhi ko
Dekho, yeh jo nadi hai
Milne chali hai saagar hi ko
Yeh pyaar ka hi saara hai caarvaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile

Oh, kaise kisi ko bataaye
Kaise yeh samjhaaye, kya pyaar hai
Is mein bandhan nahin hai
Aur na koi bhi deevaar hai
Suno pyaar ki niraali hai daastaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile 
Ghul rahe hain rang saare, ghul rahi hai khushbuein
Chaandni, jharne, ghataayein, geet, baarish, titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab maherbaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile 

Koi Kahe - Dil Chahta Hai

Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana - 2
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana - 2
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana
Bigade duniya, bigadne bhi do
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao
Duniya roothe, roothne do
Bandhan toote, tootne do
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana - 2

Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein toofaan hai
Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen
Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen
Ambar se hai aage hamaara thikaana
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana

Sapnon ka jo des hai, haan hum vahin hain pale
Thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale
Jahan bhi kahe apna jaadu dikhaate rahe
Mohabbat haseenon ko aksar sikhaate rahe
Aaye hamein dil aur neendein churaana
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana
Koi, kehta, kitna bhi humko deewana
Oh, hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana
Oh, jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana
Bigade duniya, bigadne bhi do
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao
Duniya roothe, roothne do
Bandhan toote, tootne do
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
Oh, hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana 

Woh Ladki Hai Kahan - Dil Chahta Hai

The song is a duet and hence given as male and female stanza J
Male Stanza
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan
Jisse sirf mujhse hi pyaar ho
Jo yeh kehne ko bhi taiyyaar ho
Suno tum hi mere dildaar ho
Woh ladki hai kahan

Female Stanza
Jo tumhaare khwaabon mein hain basi
Woh haseen murti pyaar ki
Milegi tumhe kabhi na kabhi
Zara dekho yahan wahan
Chalo dhoondte hain hum tum kahin
Woh pari woh hoor woh naazneen
Jisse dekho to kaho tum vahi
Arre yeh to hain yahan 

Male Stanza
Jaane kyoon khayaal aaya mujhe
Ke woh ladki kahin tum to nahin
Tum mein hain woh saari khubiyaan
Tha jinko dhoondta main har kahin

Female Stanza
Tumhe dhoka lagta hai ho gaya
Mujhe hain samajh liya jaane kya
Na main hoon pari, na main apsara
Karo tum na yeh ghumaan

Male Stanza
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen
Woh ladki hai kahan

Maan lo agar main yeh kahoon
Ke mere khwaabon mein tum hi to ho
Jaan lo, mera armaan hai
Ke mere saath hi ab tum raho

Female Stanza
Mujhe tumne kya yeh samjha diya
Mera dil ko jaise dhadka diya
Mere tan badan ko pighla diya
Woh sunaaye daastaan

Male Stanza
Jisse dhoondta hoon main har kahin
Jo kabhi mili mujhe hai nahin
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen

Female Stanza
Woh ladki hai kahan

Male Stanza
Woh ladki hai yahan

Female Stanza
Woh ladki hai kahan

Male Stanza
Woh ladki hai yahan


Female Stanza
Woh ladki hai kahan

Male Stanza
Woh ladki hai yahan

Female Stanza
Woh ladki hai kahan

Male Stanza
Woh ladki hai yahan 

Tanhayee - Dil Chahta Hai


Tanhayee, Tanhayee
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhayee, Tanhayee, milo hai phaili hui Tanhayee - 2

(Khwaab mein dekha tha ek aanchal
Maine apne haathon mein
Ab toote sapnon ke shishe
Chubte hai in aankhon mein) - 2
Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin
Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi
Tanhayee, Tanhayee, palkon pe kitne aansu hai laayi - 2

(Kyoon aisi umeed ki maine
Jo aise naakaam hui
Door banaayi thi manzil
To raste mein hi shaam hui) - 2 
Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main
Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi
Tanhayee, Tanhayee, jaise andhero ki ho gehraayi
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhayee, Tanhayee, milo hai phaili hui Tanhayee - 2
Tanhayee, Tanhayee, Tanhayee, Tanhayee 

Dil Chahta Hai - Title Song

Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkile Din,
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin

Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
Oh Oh Oh ...

Jahan Ruke Hum, Jahan Bhi Jaayein
Jo Hum Chaahein, Voh Hum Paayein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan
Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai

Kaisa Ajab Yeh Safar Hai, Socho To Har Ik Hi Bekhabar Hai
Usko Jaana Kidhar Hai, Jo Waqt Aaye, Jaane Kya Dikhaaye
Oh Oh Oh ...

Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai
Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din
Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin
Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein
Jhoome Shaame, Gaaye Raatein
Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa
Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan

Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein
Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste
Oh Oh Oh ...

Dil Chahta Hai ...

Sunday, December 12, 2010

Kahi To Hogi Woh - Jaane Tu...... Ya Jaane Naa

Kahin to.. kahin to
Hogi wo,
Duniya jahan tu mere saath hai..

Jahan mein, jahan tu,
Aur jahan, bass tere mere jazbaat hai,
Hogi jahan subah teri,
Palko ki, kirano mein,
Lori jahan chand ki,
Sune teri baahoin mein..

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 2

Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Mein kho gayi hu jaane kiski baahon mein,
Manzilon se raahein doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahin rahon mein..

Kahin to, kahin to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoton se, hoton ko,
Chumti, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jahan,
Teri zamin aasmaan..

Jahan hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…

(Jaane naa kahan wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..) – 3

Saturday, December 11, 2010

Kuch Khaas Hai - Fashion

Kuch Khaas Hai Kuch Paas Hai
Kuch Ajnabi Ehsaas Hai
Kuch Duriyaan Najdikiyaan
Kuch Hans Padi Tanhaayiyaan

Kya Yeh Khumaar Hai
Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai
Pyaar Hai Shaayad
Kya Yeh Bahaar Hai
Kya Intjaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai
Pyaar Hai Shaayad


Kuch Khaas Hai Kuch Paas Hai
Kuch Ajnabi Ehsaas Hai
Kuch Duriyaan Najdikiyaan
Kuch Hans Padi Tanhaayiyaan

Kya Yeh Khumaar Hai
Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai
Pyaar Hai Shaayad
Kya Yeh Bahaar Hai
Kya Intjaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai
Pyaar Hai Shaayad


Kuch Saanz Hai Jaage Se Jo Kal Soye
Alfaaz Hai Chup Se Nashe Mein Khoye
Nazar Hi Samjhaaye
Yeh Guftgu Saari
Koi Aarzoo Mein Hai
Angadaayi Pyaari

Kya Yeh Khumaar Hai
Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai Pyaar Hai Shaayad
Na Inkaar Hai
Na Ikraar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai Pyaar Hai Shaayad

Kehna Hi Kya
Tera Dakhal Na Koi
Dil Ko Dikha
Dil Ki Shakal Ka Koyi
Dil Se Bhi Meri
Ik Shart Yeh Aisi

Laage Jeet Si Mujhko
Yeh Haar Hai Kaisi
Kyun Yeh Pukaar Hai
Kyun Bekaraar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai Pyaar Hai Shaayad

Jaadu Sawaar Hai
Na Ikhtiyaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai Pyaar Hai Shaayad

Pyaar Hai Shaayad
Kuch Khaas Hai Kuch Paas Hai
Kuch Ajanabi Ehsaas Hai

Pyaar Hai Shaayad Pyaar Hai Shaayad
Yehi


NJOY!!!!!

Tujhe Bhula Diya - Anjaana Anjaani

Hey guys! Here are the lyrics for the song Tujhe Bhula Diya from the Film Anjaana Anjaani

Naina lageeyan baarishan
Te sukke sukke sapne vi pijj gaye
Naina lageeyan baarishan
Rove palkan de kone vich neendh meri
Naina laggeyan baarishan
Hanju digde ne chot lage dil te
Naina laggeyan baarishan
Rut birha de badlan di chaa gayi

Kaali kaali khaali raaton se
Hone lagi hai dosti
Khoya khoya inn raahon mein
Ab mera kuch bhi nahi
Har pal har lamha
Main kaise sehta hoon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehta rehta hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

Teri yaadon mein likhe jo lafz dete hai sunayi
Beetay lamhe poochte hai kyun hue aise judaa
Khuda, khuda mila jo yeh faasla hai
Khuda tera hi yeh faisla hai
Khuda hona tha woh ho gaya
Jo tune tha likha

Kaali kaali khaali raaton se
Hone lagi hai dosti
Khoya khoya inn raahon mein
Ab mera kuch bhi nahi
Har pal har lamha
Main kaise sehta hoon
Har pal har lamha
Main khudh se yeh kehta rehta hoon
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

Naina lageeyan baarishan
Te sukke sukke sapne vi pijj gaye
Naina lageeyan baarishan
Rut birha de badlan di cha gayi

Do pal tujhse juda tha
Aise phir rasta muda tha
Tujhse mein khone laga
Juda jaise hone laga
Mujhse kuch mera


Tu hi meri liye ab kar dua
Tu hi iss dard se kar de juda
Tera hoke tera jo main na raha
Main yeh khud se kehta hoon

Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Tujhe bhula diya oh
Phir kyun teri yaadon ne
Mujhe rula diya oh
Mujhe rula diya

NJOY!!

Masakali - Delhi-6

Aye masakali masakali,
Udd matak kali matak kali] -2 times
Aye masakali masa masa kali,
Udd matak kali matak kali,
Masakali masakali,
Udd matak kali matak kali,
Zara pankh jhatak, gayi dhool atak,
Aur lachak machak ke doore bhatak,
Udde dagar dagar, kasbe kuche,
Nukkad basti mein..yeahh yeahhh,
Itdi se mudd, ada se udd,
Kar le puri dil ki tamanna,
Hawa se jud, ada se udd,
Phurr phurr phurr,
Tu hai heera panna re,
[Masakali masakali,
Udd matak kali matak kali] -2 times

Ghar tera saloni, pagal ki colony,
Dikhla de thenga in sab ko jo udna naa jaane,
[Udiyo naa dariyo,
Kar manmaani, manmaani manmaani,
Badhiyo naa mudiyo, kar naadani]- 2 times
Kabhi taan le, muskaan le,
Kahe sana nana sana nana, nan nana hawa,
Bass thaan le, tu jaan le,
Kahe sana nana sana nana nana hawa..

Aye masakali masakali,
Udd matak kali matak kali] -2 times
Aye masakali masa masa kali,
Masakali masakali,
Udd matak matak matak matak..

Aye..re re re…la la la
Hey hey hey..ho ho ho.

Tujhe kya gam tera rishta,
Gagan ki baansuri se hai,
Pawan ki guftugu se hai,
Sooraj ki roshni se hai,
[Udiyo naa dariyo,
Kar manmaani, manmaani manmaani,
Badhiyo naa mudiyo, kar naadani]- 2 times
Kabhi taan le, muskaan le,
Kahe sana nana sana nana, nan nana hawa,
Bass thaan le, tu jaan le,
Kahe sana nana sana nana nana hawa..
Masakali masakali,
Udd matak matak matak kali,
Masakali masa masa masa kali,
Matak matak matak matak,
hahaha…

re re re…la la la..
hey hey hey..ho ho ho..
re re re re… hey hey hey..hooo…

Mere Bina - Crook

Hi guys.. Here are the lyrics of the song mere bina from the movie crook.

Mere Bina mein rehne laga hoon
teri hawaon mein behne laga hoon
jaane mein kaise
tera hua hoon
mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon haan
tujhko jo paaya ahan
toh jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
tujhko jo paaya ahan
to jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

pehle se zyada
main jee raha hu
jabse main tere dil se juda hoon
rahon pe teri mein to chala hoon
tu meri manzil hai tere kadmon pe bas rukne laga hoon

tujhko jo paaya ahan
to jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
tujhko jo paaya ahan
toh jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan


teri nazar me nayi si adaa hai
naya sa nasha bhhi ghula hai
kayi dino se bandha tha baadal jo
tere hi baalon me khula hai
teri hadon me meri basar hai
ab tujhe bhi
janu kidhar hai
jahan rahe tu main wo jahan hoon
jise jiye tu main wo sama hoon
teri waja se naya naya hoon
pehle kaha na maine ab ye tumse kehne laga hun..aaaa

tujhko jo paaya ahan
to jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan
tujhko jo paaya ahan
to jeena aaya
ab ye lamha theher jaye tham jaye bas jaye hum dono ke darmiyaaaaan

NJOY!!

Friday, December 10, 2010

Khalbali - Rang De Basanti

khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali


khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
(shola shola balkhaye
dariya dariya lehraye
zarra zarra tharraye
hai khalbali) - 2
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali


khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali


hone hone de nasha khone khone ko hai kya - 2
ek saans mein pee ja zara zindagi chadha
hai yeh toh ek jashan tu thirakne de kadam
abhi saanson mein hai dam abhi chalne de sitam


aankhon mein hai khalbali
dhadkanon mein khalbali
mausamo mein khalbali
hai khalbali


kaisi yeh tabdili hai
sheeshi botal pee li hai
raat neeli neeli hai
hai khalbali
(ham lapatke saaye hai
ham sulagne aaye hai
ghar bata ke aaye hai
hai khalbali) - 2


khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali
khalbali hai khalbali - 3 hai khalbali

Friday, November 5, 2010

Hum Kis Gali Jaa Rahe Hai - Doorie

Hum kis gali ja rahe hain Hum kis gali ja rahe hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi

armanon ki anjuman main be sud hai apni lagan main
apna koi fasana nahin apna koi fasana nahi
yeeaha eaha ho yeeaha eaha ho o oo yeeaha eaha


ik ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar main
ik dard a ke thehre din raat darde- jigar main
ik ajnabi sa chehra rehta hai meri nazar main
ik dard a ke thehre din raat darde- jigar main
jagi hai kaise talab si ye arzoo hai ajab si
lekin kisi ko batana nahi lekin kisi ko batana nahi
Hum kis gali ja rae hain Hum kis gali ja rae hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi


Betabian hain palpal chhaya ye kaisa nasha
khamoshioon main sada hosh bhi gumshuda hai
Betabian hain palpal chhaya ye kaisa nasha
khamoshioon main sada hosh bhi gumshuda hai
dardar ye ghhomta hai masti main kyun jhoomta hia
deewane dil ne jana nahi deewane dil ne jana nahi
Hum kis gali ja rae hain Hum kis gali ja rae hain
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi
apna koi thikana nahi.... apna koi thikana nahi

Thursday, October 28, 2010

Dheere Dheere Chal - Love Marriage


Dheere dheere chal, chaand gagan mein
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein
kahin Dhal naa jaaye raat, toot naa jaayein sapane
dheere dheere chal, chaand gagan mein

vo kyaa cheez thi, milaake nazar giraa di
huaa vo asar, ke hamane nazar jhukaa di
gun gun goonje raag, aaj pavan mein
dheere dheere chal, chaand gagan mein

do dil mil gaye, diye jal gaye hazaaron
aji, tum mil gaye, to gul khil gaye hazaaron
hongi do do baat aaj milan mei
are, dheere dheere chal, chaand gagan mein

Tuesday, July 27, 2010

Tere Bin - Bas Ek Pal

bheegi bheegi yaadein
bheegi bheegi yaadein

naa mein janu
naa tu jaane
kaisa hai yeh aalam...
koi naa jaaneyyy

phir kyu hai yeh tanhaiye
kaise hai yeh russwaiyee
ghum ho gaye tum
kho gaye hum

...lahmheyyy
aandhi ho ya tufan ho
mere maan mein rahe tu sada
koi apna ho ya paraya ho
usse dhoondoo mein kahan
tau kyu hai yeh tanhaiye
kaisee hai yeh ruswaiye
ghum ho gaye tum
kho gaye hum

lamhey... raatein
koi naa janey
woh barasatein...
woh bheegi bheegi yaadein...
woh bheegi bheegi yaadein

sagar kee inn labron sai gehra hai meraa pyaar
sehrayon kee hawaon mein kaise aae gee bahar
phir kyu hai yeh tanhaiye
kaise hai yeh russwaiye
ghum ho gaye hum

lamhey... woh raatein
koi naa janey
thi kaise baatein
woohh barasatein
woh bheegi bheegi yaadein...
woh bheegi bheegi yaadein

who lamhey woh raatein
koi naa jamheyyyy

Monday, July 26, 2010

Bheegi Yaadein - Atif Aslam

bheegi bheegi yaadein
bheegi bheegi yaadein

naa mein janu
naa tu jaane
kaisa hai yeh aalam... 
koi naa jaaneyyy

phir kyu hai yeh tanhaiye
kaise hai yeh russwaiyee
ghum ho gaye tum
kho gaye hum

...lahmheyyy
aandhi ho ya tufan ho
mere maan mein rahe tu sada
koi apna ho ya paraya ho
usse dhoondoo mein kahan
tau kyu hai yeh tanhaiye
kaisee hai yeh ruswaiye
ghum ho gaye tum
kho gaye hum

lamhey... raatein
koi naa janey
woh barasatein...
woh bheegi bheegi yaadein... 
woh bheegi bheegi yaadein

sagar kee inn labron sai gehra hai meraa pyaar
sehrayon kee hawaon mein kaise aae gee bahar
phir kyu hai yeh tanhaiye
kaise hai yeh russwaiye
ghum ho gaye hum

lamhey... woh raatein
koi naa janey
thi kaise baatein
woohh barasatein
woh bheegi bheegi yaadein...
woh bheegi bheegi yaadein

who lamhey woh raatein
koi naa jamheyyyy

Saturday, July 24, 2010

Ehsaas - Doorie

main ek fard hoon ya ek ehsaas hoon
main ek jism hoon ya rooh ki pyaas hoon
ki such ki talaash hai, door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai

kabhi main am rahoon, kabhi beam rahoon
gar tujhme nahin to phir main mehal hoon
ke such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai

ke such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai
such ki talaash hai door aakaash hai
manjil paas nahin, kya tu mere paas hai

main ek fard hoon ya ek ehsaas hoon
main ek jism hoon ya rooh ki pyaas hoon

Saturday, June 12, 2010

Bhulado Bhulado - Jal, Raeth

Bhulado Bhulado Wo Batein Pourani Jo Dil Ko Jalati Rahein
Wo Yaadein Tumhari Wo Batein Tumhary
Jo Humko Satati Rahin

Bhulado Bhulado Wo Batein Pourani Jo Dil Ko Jalati Rahein
Wo Yaadein Tumhari Wo Batein Tumhari
Jo Humko Satati Rahin
Wooooo Hooo Ooooo Ooo Oo
Wooooo Hoooo... !

Wo Kaisy Subha Thi Khushiyoun Ka Tha Safer
Sab Yahan Humaray Sang Thay Koi Thi Na Fiker
Dukh Aya Sukh Khoya Gham Ban Gaya Humsafer

Apnay Kiya Paraye Kiya Sab Rang Hain Aik Say
Kachay Sab Dhagain Hain Yeh Band Hai Raith Kay
Manzil Na Sathy Hai Chalta Hon Main Bekhabar
Woooooo Oooooo... !
Bhulado Bhulado Wo Batein Pourani Jo Dil Ko Jalati Rahein
Wo Yaadeinnnnn Wo Bateinnnnnnnnn
Jo Mugh Ko Satati Rahin

Bhulado Bhulado Wo Batein Pourani Jo Dil Ko Jalati Rahein
Wo Yaadein Tumhari Wo Batein Tumhari
Jo Humko Satati Rahin
Wooooo Hooo Ooooo Ooo Oo
Wooooo Hoooo... !

Thursday, June 3, 2010

Bikhra Hoon Main - Jal, Raeth



Mana Bikhra hun me, mene khwab piroye the….
Teri saanso me gum hun abhi , meri chahat adhuri hai….

Mukhkile jab bhi aa jaayengi.....

Dard Hadd se guzaar jayeeegaaa aaa aaa.... 
Koi Gam na phir hoga mujhe....
Agar Khwabo Mein tum aayoge...
Ab to Aadat si hai mujhkooo ooo
Aise Jeene ki... O OO OO OOO OO OO OOOOOO...
AAA AAAA AAA AA AAA AAA AAAA AA OO OOOO OOOO OAAAA AAAAAAA AAAAA AAAAAAA....


Dur jitna bi tu mujhse , pas tere me…
Ab to Aadat si hai mujhkooo ooo
AAA AAA AAAAAA AAAA AAA AAAAA AAAA AAAAA...........


Sunday, May 2, 2010

Main Kahin Kavi Na Ban Jaoon - Pyar hi Pyaar

Main Kahin Kavi na Ban Jaauun Tere Pyaar Mein Kavitaa
Tujhe Dil Ke AaIne Mein Main ne Baar Baar Dekhaa
Teri Akhiyon Mein Dekhaa To Chhalakataa Pyaar Dekhaa
Teraa Dard Main ne Dekhaa To Jigar Ke Paar Dekhaa
Main Kahin Kavi na BanJaau
Teraa Rang Hai Salonaa Tere Ang Men Lachak Hai
Teri Baat Men Hai Jaaduu Tere Bol Men Khanak Hai
Teri Har Adaa Muhabbat Tuu Zamin Ki Dhanak Hai
Main Kahin Kavi na BanJaau
Meraa Dil Lubhaa Rahaa Hai Teraa Ruup Saadaa Saadaa
Ye Jhuki Jhuki nigaahen Kare Pyaar Aur Jyaadaa
Main Tujhi Pe Jaan Duungaa, Hai Yahi Meraa Iraadaa
Main Kahin Kavi na BanJaau

Saturday, May 1, 2010

Main Shayar to Nahin - Bobby

Main shaayar to nahin -2
Magar ai hanseen, Jab se dekha,
Main ne tujh ko,Mujh ko shaayari, aa gai
Main shaayar to nahin
Magar ai hanseen, Jab se dekha,
Main ne tujh ko, Mujh ko shaayari, aa gai
Mainn aashiq to nahin
Magar ai haseen, Jab se dekhaa,
Main ne tujh ko, Mujh ko aashiqi, aa gai
Main shaayar to nahin

Pyaar ka naam main ne suna tha magar
Pyaar kya hai ye mujh ko nahin thi khabar
Pyaar ka naam main ne suna tha magar
pyaar kya hai ye mujh ko nahin thi khabar
Main to ulajha raha ulajhanon ki tarah
Doston men raha dushmanon ki tarah
Main dushman to nahin
Main dushman to nahin
Magar ai haseen, Jab se dekhaa,
Main ne tujh ko, Mujh ko, dosti aa gai
Main shaayar to nahin

Sochata hun agar main dua maangata
Haath apane uthaakar main kya maangata
Sochata hun agar main dua maangata
Haath apane uthaakar main kya maangata
Jab se tujh se muhabbat main karane laga
Tab se jaise ibaadat main karane laga
Main qaafir to nahin
Main qaafir to nahin
Magar ai haseen, Jab se dekha,
Main ne tujh ko, Mujh ko, bandagi aa gai
Main shaayar to nahin
Magar ai hanseen, Jab se dekha,
Main ne tujh ko, Mujh ko shaayari, aa gai
Main shaayar to nahin

Wednesday, April 21, 2010

O Re Piya - Aaja Nachle

O re piya haye 3

Udne laga kyon man baawla re
Aaya kahan se yeh hosla re
O re piya haye 2


Tanabana tanabana bunti hawaa haaye bunti hawa
.l.y.r.i.c.s.m.a.s.t.i...c.o.m..
Boondein bhi to aaye nahi baaz yahan

Sagish mein shaamil sara jahan hai
Har zare zare ki yeh iltiza hai

O re Piya
O re Piya haye 2
O re Piya

ni re ,re re ga
ga ga ma
ma ma pa
pa ma ga re sa
sa re re sa
ga ga re
ma ma ga
pa pa ma
dha dha pa
ni ni sa sa pa
pa sa ma pa dha ni sa ni
re ni sa sa sa.. . . . ..

Nazrein bolen duniya bole
dil ki zaban haaye dil ki zubaan
.l.y.r.i.c.s.m.a.s.t.i...c.o.m..
Ishq maange ishq chahe koi toofan

Chalna aahiste ishq naya hai
Pehla yeh vada humne kiya hai

O re piya haaye 2
O re piya
Piyaaaaa....

yehhh piya


Nange pairo pe angaro
chalti rahi haaye chalti rahi
.l.y.r.i.c.s.m.a.s.t.i...c.o.m..
Lagta hai ke gairo mein
Palti rahi haaye
le chal wahan jo
Mulk tera hai
Jahil zamana
dushman mera hai

haaye

O re piya haye 5

Friday, January 15, 2010

Woh Haseen Dard De Do - Hamsaya


wo haseen dard de do, jise main gale lagaa loo
wo nigaah muz pe daalo, ke mein jindagee banaa loo

tumhe tum se maangatee hoo, jaraa apanaa haath de do
muze aaj jindagee kee wo suhaag raat de do
jise le ke kuchh naa maangoo, aaur maang mein sajaa loo

meree aarajoo to dekho, tumhe saamane bithhaa kar
kabhee dil ke paas laakar, kabhee dilarubaa banaakar
koee daasataan sun loo, koee daastaan sunaa loo

maine pyaar ke alaawaa kabhee tum se kuchh naa maangaa
tumhe jaane kyaa samazakar, maine har kadam pe chaahaa
meraa aaj faisalaa hain tumhe humasafar banaa loo

Thursday, January 14, 2010

Khaike Pan Banaras wala - Don



Hmm prr! Brr!
Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa chak
Phir lo paan chabaay
"Aaoo, hmm mmmm yum" ah haa!
Arrey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay

O khaaike paan banaaras wala -2
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaaike .. Kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala -2
O khaaike paan ... kaa taala

Arrey raam duhaai, kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay!
Kahaan taang fasaai, main to sooli pe chadh gaya hay hay
Kaisa seedha saadha main kaisa bhola bhala haan haan
Arrey, kaisa seedha seedha main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paalaa
Meethi chhunri se, meethi chhunri se hua halaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala

Ek kanyaa kunwaari hamari soorat pe mar gayi hay hay hay!
Ek meethi kataari, hamare dil mein utar gayi hay hay
Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori, waah waah!
Arrey, kaisi gori gori o theekhi theeki chhori
Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori
Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal
Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala
O khaaike paan ... kaa taala -2
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chhora ganga kinaare wala
O chhora ganga kinaare wala huh!