Thursday, March 10, 2011

Lal Chaddi Maidan Khadi - Janwar

Lal chaddi, maidan khadi
Kya khoob ladi kya khoob ladi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi

Lal chaddi, maidaan khadi
Kya khoob ladi kya khoob ladi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

O tikhe tikhe, do naina
Us shookh se aankh milana tha
Deni thi qayaamat ko daawat
Ek aafat se takarana tha

O tikhe tikhe, do naina
Us shookh se aankh milana tha
Deni thi qayaamat ko daawat
Ek aafat se takarana tha

Mat pooncho humpar kya gujri
Bijli si giri aur dil pe padi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

Humko bhi na jaane kya suji
Jaa pahuche uski doli mein
Har baat mein thha woh assar
Jo nahi bandook ki goli mein

Humko bhi na jaane kya suji
Jaa pahuche uski doli mein
Har baat mein thha woh assar
Jo nahi bandook ki goli mein
Ab kya kije ab kya hoga
Har ek ghadi muskhil ki ghadi

Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

Tan tan kar zaalim ne apna
Har teer nishaane par maraa
Shukr ki ab tab zinda hoon
Mein dil ka ghayal bechara

Tan tan kar zaalim ne apna
Har teer nishaane par maraa
Shukr ki ab tab zinda hoon
Mein dil ka ghayal bechara

Usse dekhkar lal dupatte mein
Maine naam diya lal chaddi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi

Lal chaddi, maidan khadi
Kya khoob ladhi kya khoob ladhi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

No comments: