Sunday, March 27, 2011

Akele Akele Kahan Jaa Rahe Ho - An Evening in Paris

Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, kahaan jaa rahe ho

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Koi mit raha hai, tumhe kuch pata hai
Koi mit raha hai, tumhe kuch pata hai
Ye kya maajra hai, tumhe kuch pata hai

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Tadapta na chodo, meri jaan ho tum
Tadapta na chodo, meri jaan ho tum
Ye mukhda modo, meri jaan ho tum
Ye mukhda modo, meri jaan ho tum
Mera dil na todo, meri jaan ho tum

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Koi rok lega, toh phir kya karoge
Koi rok lega, toh phir kya karoge
Kadam thaam lega, toh phir kya karoge
Kadam thaam lega, toh phir kya karoge
Kushamad karega, toh phir kya karoge

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho

Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, rahe ho rahe ho
Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, rahe ho rahe ho

Vallah Kya Baat Hai - Vallah Kya Baat Hai

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Hote hein kaafir yun toh
Allah Allah kehte hein dilbar jinko
Dil ko udda len haske
Tauba Tauba aata hai jaado inko

Lekin hamse jo aankh mili
Toh khaa gaye woh bhi chakkar
Sabh naach woh apne bhool gaye
Aur bhool gaye sab akad
Unko paani peena pada
Ye hai nazook waqt bada

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
ha ha ha Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

Aisi bhi kya madhoshi dekho dekho
Hosh nahi aanchal ka
Kehti hein saaf nigaahein
Allah Allah haal bura hai dil ka

Hai baat abhi toh aankhon tak
Zaalim aage kya hoga
Jab dil ko choolengi nazaren
Jaane aalam kya hoga

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Ha ha ha, Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

Saturday, March 26, 2011

Badan pe Sitaare - Prince

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Ham hi jab na honge toh aye dilruba
Kisse dekh kar haay sharmaogi
Na dekhogi phir tum kabhi aaina
Hamaare bina roj ghabraogi

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Hai ban ne savarne ka jab hi mazaa
Koi dekhne waala aashiq toh ho
Nahi toh ye jalwe hein bujhte diye
Koi mitne waala ek aashiq toh ho

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Mohabbat ki ye inteha ho gayi
Ki masti mein tumko khuda kah gaya
Zamaana ye insaaf karta rahe
Bura kah gaya ya bhala gaya

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Friday, March 25, 2011

Tumne mujhe dekha - Teesri Manzil

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan
Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan
Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Kahin dard ke sehra mein rukte chalte hote
Inn hoton ki hasrat meinn tapte jalte hote
Meherbaan ho gayi zulf ki badliyaan
Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Ho lekar ye haseen jalve
Tum bhi na kahaan pahuche
Aakhir ko mere dil tak
Kadamon ke nishaan pahuche

Khatm se ho gaye
Raaste sabh yahaan
Jaaneman jaanejaan

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan
Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan
Jaaneman jaanejaan
Tumne mujhe dekha

Aji aisa mauka phir kahaan milega - An Evening in Paris

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Dekho ye pariyon ki toli
Meethi meethi jinki boli
Kya Kya dil par rang jamaaye
alwon ye aankh micholi

Dekho ye pariyon ki toli
Meethi Meethi jinki boli
Kya Kya dil par rang jamaaye
Jalwon ye aankh micholi

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Haathon mein haathon ko daale
Phirte hein aashiq niraale
Dhoondo yahaan tum bhi saathi
Mil jaayenge husn waale

Haathon mein haathon ko daale
Phirte hein aashiq niraale
Dhoondo yahaan tum bhi saathi
Mil jaayenge husn waale

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raah se aaj gujar lo

Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raah se aaj gujar lo

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Thursday, March 24, 2011

Dil ke Jharokhe Mein - Bramhchaari

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Meri muhabbat ko thukraade chahe
Main tujhse koi na sikwa karoonga
Aankhon mein rahti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Meri muhabbat ko thukraade chahe
Main tujhse koi na sikwa karoonga
Aankhon mein rahti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Ab bhi teri surkh hoton ke pyaale
Mere tassavur mein saakhi bane hein
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein saathi bane hein

Ab bhi teri surkh hoton ke pyaale
Mere tassavur mein saakhi bane hein
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein saathi bane hein

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main tujhse koi na shikwa karoonga
Aankhon main rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main tujhse koi na shikwa karoonga
Aankhon main rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Wednesday, March 23, 2011

Raat ke Humsafar - An Evening in Paris

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Sone waalon ko haskar jagaana bhi hai
Raat ke jagto ko sulaana bhi hai
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Dooriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye
Aankhon aankhon se jo maine tumne piye
Hosh to ab talak jaake laute nahi
Hosh to ab talak jaake laute nahi
Aur kya laa rahi hai subah pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Kya kya vaade hue kisne khaai kasam
Ek nayi raah par hamne rakhe kadam
Sukhsafa pyaar kab hum chhupayen to kya
Sukhsafa pyaar kab hum chhupayen to kya
Sab samajh pa rahin hai jubaan pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aahaha hmmm pyaar ki hmmm

Tumsa Nahin Dekha - Tumsa Nahin Dekha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Oof yeh nazar, oof yeh adaa
Oof yeh nazar, oof yeh adaa
Kaun na ab hoga fida
Zulfen hain ya badliyaan
Aankhen hain bijliyaan
Jaane kis kiski aayegi kazaa

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tum bhi haseen, rut bhi haseen
Aaj yeh dil bas mein nahin
Tum bhi haseen, rut bhi haseen
Aaj yeh dil bas mein nahin

Raaste khamosh hain,
Dadkane madhosh hain
Peeye bin aaj hume
Chada hain nasha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tum na agar bologe sanam
Tum na agar bologe sanam
Mar to nahin jaayenge hum
Kya pari ya hoor hon?
Itne kyun mgaroor hon
Maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tuesday, March 22, 2011

Tumse Achcha Kaun Hai - Tumse Achcha Kaun Hai

Ya, ya, ya, ya, ya, ya ya, ya
Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Ya, ya, ya, ya

Har jid mein yakeen tha humko, unhoni paas hogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Tu husn ki behti ganga taqdeer bhi ban jaaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Ya, ya, ya, ya

Ab hamko khabar thi aye rangeen seher bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
dekho, tumse accha kaun hai

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai
Dekho, tumse accha kaun hai
Dekho, tumse accha kaun hai

Ganga Meri Maa Ka Naam - Tumse acchha Kaun hai

Na main sindhi, na main marathi
Na main hoon Gujarati
Na toh ek bhaasha meri
Na meri ek jaati

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Garmi, sardi, patjhharr
Aur albeli ritu bahaar

Yahan savera gaata jaaye
Yahaan savera gaata jaaye
Raat bajaaye sitaar
Raat bajaaye sitaar

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan
Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan

Uttar dakshin purab pashchim
Goonje meri taan
Ek shaal hai, ek shal hain
Jiska naam hai Hindustan
Naam hai Hindustan

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet
Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet

Jab aaon Punjab toh
Ban bhagre ka ban jaaon meet
Dakshin jaakar, Dakkin jaakar
Maine seekha Karnatak sangeet
Karnatak sangeet

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani
Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani

Badaa purana ek Marathi
Naya naya Haryani
Main kuch bhi hoon
Main kuch bhi hoon
Lekin sabse pehle Hindustani
Pehle Hindustani

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Sawere Wali Gadi - Laat Saheb

Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge
Sawere gadi se chale jayenge
Sawere gadi se chale jayenge

Yeh mela do ghadi, do dino ki hain bahar
Samay ki behti dhaar kaise jati hain pukaar
Yeh mela do ghadi, do dino ki hain bahar
Samay ki behti dhaar kaise jati hain pukaar
Pukaar, hai, hai, hai-hai

Mehmaan kab ruke hain kaise roke jayenge
Mehmaan kab ruke hain kaise roke jayenge
Kuch leke jayenge, o kuch deke jayenge

Sawere wali gadi, sawere wali
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Milo to milo pyar se, boloto meethi baat
Humhare bade bhaag, hui tumse mulaaqat
Milo to milo pyar se, boloto meethi baat
Humhare bade bhaag, hui tumse mulaaqat

Milega kuch to dil to yaha khoke jayenge
Milega kuch to dil to yaha khoke jayenge
Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge

Sawere wali haan, sawere wali hoi hoi
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Nishaani koi pyar ko to chod jayenge
Kahani koi pyaar ki to jod jayenge
Nishaani koi pyar ko to chod jayenge
Kahani koi pyaar ki to jod jayenge
To jod jayenge, hai, hai

Banenge kisike, kisike hoke jayenge
Banenge kisike, kisike hoke jayenge
Kuch leke jayenge, o kuch deke jayenge

Sawere wali gadi, sawere wali
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Monday, March 21, 2011

Kisi na Kisi Se - Kashmir ki Kali

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Ek se ek haseen chere hain
Kis kis ko mein dekhoon
Kisko inmein apna samjhoon
Samjhoon mein apne lelu

Koi rangeeli, chail chabili
Koi rangeeli, rasili, chail chabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain
Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain

Kaun woh kismat wale hain
Jo log waha rehte hain

Khud ko, mere dil leke wahin chal
Khud ko, mere dil, meri dil, leke wahin chal
Aaye jahan haath koi reshmi aanchal

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Aise nazook woh hon jiska
Shabna mu dhoti hon
Chaand bhi sadke hota ho
Jab raat ko woh soti ho

Aankh sharabi, gaal gulabi
Aankh sharabi, sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaar de jo zindagi meri

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Sunday, March 20, 2011

Khuli Palak Mein Jhutha Gussa - Professor

Zaraa thero, zaraa thero
Sazaa mere dil ki zaraa sunte jana

Khuli palak mein, jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Aankhon mein ikraar ki zhalki
Hoton pe pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Khuli palak mein jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Jis din se dekha tumko
Tum lage mujhe apne se
Aur aake rahe aankhon mein
Aur aake rahe aankhon mein
Ek man chahe sapne se

Samajh naa aaye kya jeeta mein
Aur gaya kya haar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Khuli palak mein, jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Tum pyaar chupake haaren
Mein pyaar jata ke haraa
Ab to sareen duniyan pe, hai
Ab to sareen duniyan pe
Zaheer haal humara

Pohoch ke is manzil pe lautna
Ab to hain dushwar
Jeena bhi mushkil

Dilruba Dil Pe Tu - Rajkumar

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Haai, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Kya bataao kya dilk ka haal hain
Jis ghadi se mile hum
Jaise saikdo bijliyan giri
Aur jal uthe hum

Hai, kyun mujhe khaak karne par tule hon, zaalim
Aakhir kya bigada hain maine tumhara?

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Haan, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Ang and mein meetha dard hain
Zatpataye mera dil
Ek tafaa mein katal karde tu
Mujhko, mere katil

Hai, dil ki gehraiyon ko cheerta hua
Yeh dard, yeh kasak, yeh chubhan

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Aajdil ki tum itne paas hon
Jaise meri dhadkan
Ek aaj se apne jism jaan
Ek apne tanman

Aaj ek saath mehke hain do gulab
[--------]
Ek saath dhake hain do dil

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Ho, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Saturday, March 19, 2011

Budtameez Kaho Ya Kaho Jaanwar - Budtameez

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Kitne meethe hain lab tere jaane gazal
Tu bura bjhi kahen to lagey hain bhala
Kitne meethe hain lab tere jaane gazal
Tu bura bjhi kahen to lagey hain bhala

Inhi andaaz maar dala humhe
Na tumhaari khata, na humhari khataa
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Meri ulfat se nafarat na kar sangdil
Dekh iski badaulat yeh dinuya bani
Meri ulfat se nafarat na kar sangdil
Dekh iski badaulat yeh dinuya bani

Ishq ki aag mein jal ke has ke mita
Fir khabar hop tujhe kya hain dil ki lagi
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Pyar karna koi jurm kab hain sanam?
Pyar mera khudaa, pyar mera dharam
Pyar karna koi jurm kab hain sanam?
Pyar mera khudaa, pyar mera dharam

Pyar maine kiya, [Incomprehensible] ka diya
Tum yeh sochon zara, tumko meri kasam

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

O la la, o la la, o la la, o la la
O la la, o la la, o la la, o la la
O la la, o la la, o la la, o la la

Friday, March 18, 2011

Aasman se Aaya Farishta - Bramhchari

Oh jaaneman Dilara
Ek nazar idhar bhi

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa, jaa)

Seekho, zara seekho
Andaaz pyar ka humse tum
Karlo, aji karlo,
Iqraar pyar ka humse tum

Seekho, zara seekho
Andaaz pyar ka humse tum
Karlo, aji karlo,
Iquraar pyar ka humse tum

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa, jaa)

Dilbar, teri khatir mein chaand chod kar aaya hoon
Dene nazarana, mein apne pyar ko laya hoon
Dilbar, teri khatir mein chaand chod kar aaya hoon
Dene nazarana, mein apne pyar ko laya hoon

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(You silly)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Don't be silly)

Sayaa hoon mein tera
Tee saath saath hi aaoonga
Aashiq hon mein tera
Bahon se baand le jaaonga

Sayaa hoon mein tera
Tee saath saath hi aaoonga
Aashiq hon mein tera
Bahon se baand le jaaonga

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Hmm)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Hmm, hmm)

Kaho pyaar hain tumse
(Haan)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan)

Kaho pyaar hain tumse
(Kaha na)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan hain)

Kaho pyaar hain tumse
(Hmm)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan)

Thursday, March 17, 2011

Aaj Kal Tere Mere Pyaar Ke Charche - Bramhchari

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
(Accha?)
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi
(To kya?)
Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Humne to pyaar mein aisa kaam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya
Humne to pyaar mein aisa kaam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya
Pyaar ki raah mein apna naam kar liya

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
(Accha?)
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi
(To kya?)
Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Do badan ek din, ek jaan ho gaye
Manzilein ek hui, humsafar ban gaye
Do badan ek din, ek jaan ho gaye
Manzilein ek hui, humsafar ban gaye
Manzilein ek hui, humsafar ban gaye

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
(Accha?)
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi
(To kya?)
Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Kyun bhala hum darein, dil ke maalik hain hum
Har jana mein tujhe apna maana sanam
Kyun bhala hum darein, dil ke maalik hain hum
Har jana mein tujhe apna maana sanam
Har jana mein tujhe apna maana sanam

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
(Accha?)
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi
(To kya?)
Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Aaj kal tere mere pyaar ke charche har zubaan par
Sabko maalum hain aur sabko khabar ho gayi

Aye Gulbadan - Professor

Aye gulbadan , aye gulbadan
Phoolon ki mehak , kaaton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohhabat na ho jaay

Kya haseen mod par aa gayi zindagani
Kee haqeeqat na ban jaaye meri kahani
Jab aanhen bhare ye thandi pawan
Seenay mein sulagh uthati hai agan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohhabat na ho jaay

Aye gulbadan, aye gulbadan
Phoolon ki mehak , kaaton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaay

Kya ajeeb rang mein saj rahi hai khudaai
Kee maalik ne har cheej hai sundar banayi
Nadiyoon ka chamakta hai darpan
Mukhhda dekhe sapno ki dulhann
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohhabat na ho jaay

Aye gulbadan , aye gulbadan
Phoolon ki mehak, kaaton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaay

Main tumhi se yun aankhen milata chala hoon
Ki tumhi main tumse churata chala hoon
Mat pooch mera deewana pan
Aakash se oochi dil ki uddan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaay

Aye gulbadan , aye gulbadan
Phoolon ki mehak , kaaton ki chubhan
Tujhe dekh ke kehta hai mera mann
Kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaay

Wednesday, March 16, 2011

Chalte Chalte Mere Yeh Geet Yaad Rakhna - Chalte Chalte

Chalte Chalte Mere Yeh Geet Yaad Rakhna
Kabhi Alvida Na Kahna (2)
Rote Hanste Bas Yunhi Tum
Gungunate Rahna
Kabhi Alvida Na Kehna (2)

Pyar Karte Karte Hum Tum Kahin Kho Jayenge
Inhi Baharon Ke Aanchal Mein thaak Ke So Jayenge
Sapno ko phir bhi tum yunhi sajaate Rahna
Kabhi Alvida Na Kehna (2)

Chalte Chalte...

Beech Rah Mein Dilbar Bichhad Jaye Kahin Hum Agar
Aur Sooni Si Lagey Tumhe Jeevan Ki Yeh Dagar
Hum Laut Ayenge Tum Yunhi Bulate Rehna
Kabhi Alvida Na Kehna (2)

Chalte Chalte..

Tuesday, March 15, 2011

Chahe Koi Mujhe Junglee Kahe - Junglee

Yahoo, yahoo

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Yahoo, yahoo

Mere seene mein bhi dil hai
Hai mere bhi kuch armaan
Mujhe patthar to na samjho
Main hoon aakhir ek insaan

Mere seene mein bhi dil hai
Hai mere bhi kuch armaan
Mujhe patthar to na samjho
Main hoon aakhir ek insaan

Raah meri wohi
Jiss pe duniya chali
Raah meri wohi
Jiss pe duniya chali

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Yahoo, yahoo

Ek muddat se yeh toofan
Mere seene mein thhe baichen
Kya chupaaon kya chuppa hai
Jab milte hein nain se nain

Ek muddat se yeh toofan
Mere seene mein thhe baichen
Kya chupaaon kya chuppa hai
Jab milte hein nain se nain

Sabra kaise karoon
kyun kisi se darun
kyun kisi se darun

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Yahoo, yahoo

Sard aahen keh rahi hai
Hai yeh kaisi balaa ki aag
Sote sote zindgaani
Ghabara ke uthi hai jaag

Sard aahen keh rahi hai
Hai yeh kaisi balaa ki aag
Sote sote zindgaani
Ghabara ke uthi hai jaag

Main yahaan se wahaan
Jaise yeh aasmaan
Main yahaan se wahaan
Jaise yeh aasmaan

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Kehne do jee kehta rahe
Hum pyaar ke toofaanon mein gire hai
Hum kya kare

Chahe koyi mujhe junglee kahe
Yahoo

Aai Ai Aa Sukoo Sukoo - Junglee

Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo

Koi deewana kahe
Koi mastana kahe
koi parwana kahe
Jalne ko beqarar

Chahat ka mujhpe asar
Duniya se mein bekhabar
Chalta hoon apni dagar
Manzil hai meri pyaar

Aai ai aa sukoo sukoo

Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo

Chaukon mat aye doston
Yu hi mujhse mat daro
Mere bhole pyaar ko
Kahani na samjho

Haathon mein jo haath hai
Jeevan bhar ka saath hai
Seedhi saadhi baat hai
Kahani na samjho

Aai ai aa sukoo sukoo

Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo

Meri aankhon mein nasha
Meri baaton mein nasha
Meri saason mein nasha
Behka mein bin peeye

Ghutati ghutati bebasi
Sehmi Sehmi har ghhadi
Bin chahat ki zindagi
Jeeta mein kis liye

Aai ai aa sukoo sukoo

Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Kho gaya dil mera sukoo sukoo

Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Sukoo sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo
Sukoo Sukoo
Aai ai aa karun main kya sukoo sukoo

Monday, March 14, 2011

Nazar Bachaakar Chale Gaye - Dil Tera Deewana

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Dil ki aag woh bhi dekhte mere pyaar ka jaadu
Apne rang mein hum bhi kam na the kar dete beqaabu
Dil ki aag woh bhi dekhte mere pyaar ka jaadu
Apne rang mein hum bhi kam na the kar dete beqaabu

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Agar woh theherte mere saamne dil pe teer chal jaate
Woh haseen hai, main jawaan hoon, saare bhed khul jaate
Agar woh theherte mere saamne dil pe teer chal jaate
Woh haseen hai, main jawaan hoon, saare bhed khul jaate

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Hum se kab talak mooh chhupenge woh apni shaan dikhlaake
Ek roz to aa hi jaayenge mere paas sharmaake
Hum se kab talak mooh chhupenge woh apni shaan dikhlaake
Ek roz to aa hi jaayenge mere paas sharmaake

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta
Dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta
Varna ghaayal kar deta

Sunday, March 13, 2011

Javaniyaan Yeh Mast Mast - Tumsa Nahin Dekha

Javaniyaan yeh mast, mast bin piye
Jalati chal rahi hai raah mein diye
Na jaane inmein kisake vaaste hoon main
Na jaane inmein kaun hain mere liye

Javaniyaan yeh mast, mast bin piye
Jalati chal rahi hai raah mein diye
Na jaane inmein kisake vaaste hoon main
Na jaane inmein kaun hain mere liye

Mere liye, mere liye
Mere liye, mere liye

Sabhi haseen, sabhi jaavan
Kahin pe dil ko haariye
Sabhi hain dil ke mehamaan
Kise, kise pukaariye, kise, kise pukaariye

Javaniyaan yeh mast, mast bin piye
Jalati chal rahi hai raah mein diye
Na jaane inmein kisake vaaste hoon main
Na jaane inmein kaun hain mere liye

Mere liye, mere liye
Mere liye, mere liye

Deewaane ham the chaah ke
To beqaraar ho liye
Ke duur kii nigaah ke
Gunahagaar ho liye, gunahagaar ho liye

Javaniyaan yeh mast, mast bin piye
Jalati chal rahi hai raah mein diye
Na jaane inmein kisake vaaste hoon main
Na jaane inmein kaun hain mere liye

Mere liye, mere liye
Mere liye, mere liye

Saturday, March 12, 2011

Is Rang Badalti Duniya Mein - Rajkumar

Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat theek nahi
Nikala naa karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat theek nahi

Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat theek nahi
Nikala naa karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat theek nahi

Yeh dil hain badaa hee diwaanaa
Chhedaa na karo is paagal ko
Yeh dil hain badaa hee diwaanaa
Chheda na karo is paagal ko
Tum se na shararat kar baithe
Nadan kee niyat theek nahi

Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat theek nahi
Nikalaa naa karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat theek nahi

Kaandhe se hata lo sar apana
Yeh pyaar mohabbat rahane do
Kashti ko sanbhaalo maujon se
Toofaan kee niyat theek nahee

Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat theek nahi
Nikalaa naa karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat theek nahi
Is rang badalti duniya mein

Main kaise khuda hafij kah doo
Mujhko to kisi kaa yakin nahi
Main kaise khuda hafij kah doo
Mujhko to kisi kaa yakin nahi
Chup jaao humari aankhon me
Bhagawan kee niyat theek nahi

Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat theek nahi
Nikalaa naa karo tum saj dhajkar
Imaan ki niyat theek nahi
Is rang badalti duniya mein

Friday, March 11, 2011

Dil Deke Dekho - Dil Deke Dekho

Dil deke dekho, dil deke dekho
Dil deke dekho ji
Dil lene waalon, dil dena seekho ji
Ho, dil lene waalon, dil dena seekho ji

Dil deke dekho, dil deke dekho
Dil deke dekho ji
Dil lene waalon, dil dena seekho ji
Ho, dil lene waalon, dil dena seekho ji

Poocho, poocho, poocho parwaane se zara
Dheere dheere jalne mein kaise hai maza
Poocho, poocho, poocho parwaane se zara
Dheere dheere jalne mein kaise hai maza
Oh ho ho tum bhi dil deke jal jaane seekho ji
Ah ha ha tum bhi dil deke jal jaana seekho ji

Dil deke dekho, dil deke dekho
Dil deke dekho ji
Dil lene waalon, dil dena seekho ji
Ho, dil lene waalon, dil dena seekho ji

Samjho, samjho, samjho deewane ki zabaan
Pyar jo na hota, na hota yeh jahaan
Oh, samjho, samjho, samjho deewane ki zabaan
Pyar jo na hota, na hota yeh jahaan
Oh ho ho tum bhi dil deke yeh gaana seekho ji
Ha ha ha tum bhi dil deke yeh gaana seekho ji

Dil deke dekho, dil deke dekho
Dil deke dekho ji
Dil lene waalon, dil dena seekho ji
Ho, dil lene waalon, dil dena seekho ji

Dil deke dekho, dil deke dekho
Dil deke dekho ji
Dil lene waalon, dil dena seekho ji
Hai, dil lene waalon, dil dena seekho ji

Deewana Mujh sa Nahin - Deewana Mujh sa Nahin

Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche

Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche

Paaya hai dushman ko
Jab se pyaar ke kabil
Tab se yeh aalam hai
Rasta yaad na manzil
Neend se jaise chalta hai koyi
Chalna yunhi aankhen meeche

Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche

Hamne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baaten

Hamne bhi rakh di hai
Kal pe kal ki baaten
Jeevan kaa hasil hai
Pal do pal ki baaten
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jeeke

Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche

Deewana mujh sa nahin
Is ambar ke neeche
Aage hai qatil mera
Aur mein peeche, peeche

Thursday, March 10, 2011

Lal Chaddi Maidan Khadi - Janwar

Lal chaddi, maidan khadi
Kya khoob ladi kya khoob ladi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi

Lal chaddi, maidaan khadi
Kya khoob ladi kya khoob ladi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

O tikhe tikhe, do naina
Us shookh se aankh milana tha
Deni thi qayaamat ko daawat
Ek aafat se takarana tha

O tikhe tikhe, do naina
Us shookh se aankh milana tha
Deni thi qayaamat ko daawat
Ek aafat se takarana tha

Mat pooncho humpar kya gujri
Bijli si giri aur dil pe padi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

Humko bhi na jaane kya suji
Jaa pahuche uski doli mein
Har baat mein thha woh assar
Jo nahi bandook ki goli mein

Humko bhi na jaane kya suji
Jaa pahuche uski doli mein
Har baat mein thha woh assar
Jo nahi bandook ki goli mein
Ab kya kije ab kya hoga
Har ek ghadi muskhil ki ghadi

Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

Tan tan kar zaalim ne apna
Har teer nishaane par maraa
Shukr ki ab tab zinda hoon
Mein dil ka ghayal bechara

Tan tan kar zaalim ne apna
Har teer nishaane par maraa
Shukr ki ab tab zinda hoon
Mein dil ka ghayal bechara

Usse dekhkar lal dupatte mein
Maine naam diya lal chaddi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi

Lal chaddi, maidan khadi
Kya khoob ladhi kya khoob ladhi
Hum dilse gaye, hum jaan se gaye
Bas aankh mili aur baat badhi
Lal chaddi, maidan khadi

Wednesday, March 9, 2011

O Haseena Zulfonwali - Teesri Manzil

O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan

Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon

Garm hain, tej hain, yeh nigahe meri
Kaam aajayengi sard aahen meri
Tum kisi raah mein to milo ge kahin
Arrey, ishq hoon, mein kaheen theharta hi nahni

Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Meri bhi jaadoo jawaan

O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon

Chup rahen, hain yeh kya dhang hain aapka
Aaj to kuch naya rang hain aapka
Aaj ki raat mein kya se kya ho gayi
Aapki saadgi to balaa ho gayi

Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Meri bhi jaadoo jawaan

O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon

Thairiye to sahi, kahiye kya naam hain
Meri badnamiyon ka wafaa naam hain
Katal karke chalein, yeh wafaa khoob hain
Hain naadan teri, yeh adaa khoob hain

Mein bhi hoon galiyon ki parchaai
Kabhi yaha, kabhi waha
Shaam hi se kuch ho jataa hain
Meri bhi jaadoo jawaan

O haseena zulfon wali, jaane jahan
Dhoondti hain kafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?
Mehfil mehfil, aye shamaa, firti hon kaha?

Woh anjaana dhoondti hoon
Woh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chup gaya hain
Woh parwaana dhoondti hoon

Tuesday, March 8, 2011

Kaanto se Khinch ke ye Aanchal - Guide

kaanto se khinch ke ye aanchal tod ke bandhan baandhee paayal
koee naa roko dil kee udaan ko, dil wo chalaa
aaj fir jeene kee tamannaa hain
aaj fir marane kaa iraadaa hain

apane hee bas mein naheen mai, dil hain kahee to hoo kahee main
jaane kyaa paa ke meree jindagee ne, has kar kahaa
aaj fir ...

mai hoo gubaar yaa toofaan hoo, koee bataaye main kahaa hoo
dar hain safar mein kahee kho naa jaaoo mai, rastaa nayaa
aaj fir ...

kal ke andheron se nikal ke, dekhaa hain aankhe malate malate
fool hee fool jindagee bahaar hain, tay kar liyaa
aaj fir ...

Kya se Kya Ho Gaya - Guide

kyaa se kyaa ho gayaa, bewafaa tere pyaar mein
chaahaa kyaa, kyaa milaa, bewafaa tere pyaar mein

chalo suhaanaa bharam to tootaa
jaanaa ke husn kyaa hain
kahatee hain jis ko pyaar duniyaa
kyaa cheej kyaa balaa hain
dil ne kyaa naa sahaa, bewafaa tere pyaar mein

tere mere dil ke beech ab to
sadiyon ke faasale hain
yakin hogaa kise ke hum tum
yek raah sang chale hain
honaa hai, aaur kyaa, bewafaa tere pyaar mein

Din Dhal Jaaye - Guide

Din Dhal Jaaye, Haye Raat Na Jaaye
Tu To Na Aaye Teri Yaad Sataaye

Pyaar Mein Jinke Sab Jag Chhodha
Aur Huye Badnaam
Unke Hi Haathon Haal Hua Yeh
Baithe Hai Dil Ko Tham
Apne Kabhi The Ab Hain Paraaye
Din Dhal...

Aisi Rimjhim Aisi Puhaaren
Aisi Hi Thi Barsaat
Khud Se Judaa Aur Jug Se Paraaye
Hum Dono The Saath
Phir Se Woh Saawan Ab Kyon Na Aaye
Din Dhal...

Monday, March 7, 2011

Tere Mere Sapne - Guide


tere mere sapne abb ek rang hain
jaha bhee le jaye rahe ham sang hain

mere tere dil kaa tay tha ek din milana
jaise bahar aane par tay hain phul kaa khilana
o mere jivan sathee

tere dukh abb mere, mere sukh abb tere
tere yeh do naina, chand aur suraj mere
o mere jivan sathee

lakh mana le duniya, sath naa yeh chhutega
aake mere hatho me, hath naa yeh chhutega
o mere jivan sathee

Sunday, March 6, 2011

Ik Ghar Banaunga - Tere Ghar ke Saamne

[ dev : chaahe aasamaan tto pade
chaahe dharati phoot jaaye
chaahe hasti hi kyon na mit jaaye
phir bhi main..
nutan: phir bhi main? ]

Rafi: tere ghar ke saamane
ik ghar banaaunga, tere ghar ke saamane
duniya basaaunga, tere ghar ke saamane
ik ghar banaaunga, tere ghar ke saamane

Lata: ghar ka banaana koi, aasaan kaam nahin
duniya basaana koi, aasaan kaam nahin

Rafi : dil men vafaayen hon to, toofaan kinaara hai
bijali hamaare liye, pyaar ka ishaara hai
tan man lutaaunga, tere ghar ke saamane
duniya basaaunga, tere ghar ke saamane
ik ghar banaaunga, tere ghar ke saamane

lata : kahete hain pyaar jise, dariya hai aag ka
ya phir nasha hai koi, jeevan ke raag ka

Rafi : dil men jo pyaar ho to, aag bhi phool hai
sachchi lagan jo ho to, parbat bhi dhool hai
taare sajaaunga, tere ghar ke saamane
duniya basaaunga, tere ghar ke saamane
ik ghar banaaunga, tere ghar ke saamane

Lata : kaanton bhare hain lekin, chaahat ke raaste
tum kya karoge dekhen, ulafat ke vaaste

Rafi : ulafat me taaj chhoote, ye bhi tumhen yaad hoga
ulafat me taaj bane, ye bhi tumhen yaad hoga
main bhi kuchh banaaunga

Lata : hoon..

Rafi : tere ghar ke saamane

Lata : dekhen

Rafi : duniya basaaunga, tere ghar ke saamane
ik ghar banaaunga, tere ghar ke saamane

Saturday, March 5, 2011

Dil ka Bhanwar Kare Pukar - Tere Ghar ke Saamne

dil ka bhanvar kare pukaar
pyaar ka raag suno, pyaar ka raag suno re

phool tum gulaab ka
kya javaab aapaka
jo ada vo bahaar hai
aaj dil ki bekali, aa gai zabaan par
baat ye hai tumase pyaar hai
dil tumhin ko diya re
pyaar ka raag suno re
dil ka bhanvar................

chaahe tum mitaana,
par na tum giraana
aansu ki tarah nigaah se
pyaar ki unchaai
ishq ki gaharaai
poochh lo hamaari aah se
aasamaan chhu liya re
pyaar ka raag suno re
dil ka bhanvar...................

is hasin utaar pe ham na baithe haar ke
saaya ban ke saath ham chale
aaj mere sang to goonje dil ki aarazoo
tujhase meri aankh jab mile
jaane kya kar diya re
pyaar ka raag suno
dil ka bhanvar............

aap ka ye aanchal,
pyaar ka ye baadal
phir hamen zamiin pe le chala
ab to haath thaam lo,
ik nazar ka jaam do
is naye safar ka vastaa
tum mere saaqiya re
pyaar kaa raag suno re, uu uu uu..
dil ka bhanvar..............

Friday, March 4, 2011

Jiya O Jiya O Jiya Kuch Bol Do - Jab Pyar Kisi se Hota Hai


ho ho aah ha.......
(jiya o, jiya o jiya kuchh bol do
arey o, dil kaa parda khol do) - (2)
aah ha aa...........
jab pyar kisise hota hai, toh dard sa dil me hota hai
tum ek hasin ho lakhon me, bhala pake tumhe koyee khota hai
jiya o, jiya o jiya kuchh bol do 

najaro se kitane tir chale, chalne do jigar par jhelenge
inn pyar kee ujalee rahon par, ham jan kee baji khelenge
inn do nainon ke sagar me, koyee dil kee naiya dubota hai
o jiya o jiya o jiya kuchh bol do, arey o dil kaa parda khol do....

tum bhee toh iss aag me jalte ho, chehare se bayan ho jata hain
har bat pe aahe bharte ho, har bat pe dil tharrata hai 
jab dil pe chhuriya chalatee hain, toh chain se koyee sota hai
jiya o jiya o jiya kuchh bol do, arey o dil kaa parda khol do

Thursday, March 3, 2011

Main Zindagi ka Saath Nibhata Chala Gaya - Hum Dono

Main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
Har fikar ko dhein mein udata chala gaya

Har fikar ko dhein mein uda...

Barbadiyon ka shok manana fizul tha-2
manana fizul tha-3
Barbadiyon ka jashan manata chala gaya-2

Har fikar ko dhein mein uda...

Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya-2
muqaddar samajh liya-2
Jo kho gaya mein usko bhulata chala gaya

Har fikar ko dhein mein uda...

Gham aur khushi mein farq na mehsoos ho jahan-2
na mehsoos ho jahan-2
Main dil ko us muqaam pe laata chala gaya-2

Main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
Har fikar ko dhein mein udata chala gaya...!!!

Wednesday, March 2, 2011

Khoya Khoya Chand - Kala Bazar


O ho ho ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi

Oh oh, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi

Oh Ho ho ho, Khoya Khoya Chaand
Masti Bhari Hawa Jo Chali(2)
Khil khil Gayi, Yeh Dil Ki Kali
Mann ki Gali Mein Hai Khalbali
Ke Unko Toh Bulaao

O ho ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi

Oh oh, Khoya Khoya Chaand
Taare Chale, Nazaare Chale(2)
Sang Sang Mere Woh Saare Chale
Chaaron Taraf Ishaare Chale
Kisi Ke Toh Ho Jaao

Oh ho ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi

Oh oh, Khoya Khoya Chaand
Oh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh

Aisi Hi Raat, Bheegi Si Raat(2)
Haathon Mein Haath Hote Woh Saath
Keh Lete Unse Dil Ki Yeh Baat
Ab Toh Na Sataao

Oh ho ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi
Oh oh, Khoya Khoya Chaand

Hum Mit Chale Jinke Liye
Hum Mit Chale Hain Jinke Liye
Bin Kuch Kahe Woh Chup Chup Rahe
Koi Zara Yeh Unse Kahe
Na Aise Aazmaao

Oh ho ho, Khoya Khoya Chaand, Khula Aasmaan
Aankhon Mein Saari Raat Jaayegi
Tumko Bhi Kaise Neend Aayegi

Oh oho, Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand
Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand
Khoya Khoya Chaand, Khoya Khoya Chaand

Tuesday, March 1, 2011

Ai Dil Hai Mushkil Jeena Yahan - CID

Rafi:
ai dil hai mushakil jeena yahaan
zara hat ke, zara bach ke
ye hai bambai meri jaan

kahin "building", kahin traame, kahin "motor", kahin "mill"
milata hai yahaan sab kuchh, ik milata nahin dil
insaaf ka nahin, kahin naam-o-nishaan

kahin satta, kahin patta, kahin chori, kahin res,
kahin daaka, kahin phaanka, kahin thokar, kahin thes
bekaaro ke hain, kai kaam yahaan

beghar ko aavaara yahaan kehate hans hans
khud kaate gale sab ke, kahe is ko "business"
ik cheez ke hain kai naam yahaan

Geeta:
bura duniya jo hai kehata, aisa bhola tu na ban
jo hai karta, vo hai bharata ye jahaan ka hai chalan
tadabeer nahin mil ne ki yahaan
suno "mister", suno bandhu
ye hai bambai meri jaan

ai dil hai aasaan jeena yahaan
suno "mister", suno bandhu
yeh hai bambai meri jaan

Rafi :
ai dil hai mushakil jeenaa yahaan
zara hat ke zara bach ke
ye hai bambai meri jaan