Thursday, March 3, 2011

Main Zindagi ka Saath Nibhata Chala Gaya - Hum Dono

Main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
Har fikar ko dhein mein udata chala gaya

Har fikar ko dhein mein uda...

Barbadiyon ka shok manana fizul tha-2
manana fizul tha-3
Barbadiyon ka jashan manata chala gaya-2

Har fikar ko dhein mein uda...

Jo mil gaya usi ko muqaddar samajh liya-2
muqaddar samajh liya-2
Jo kho gaya mein usko bhulata chala gaya

Har fikar ko dhein mein uda...

Gham aur khushi mein farq na mehsoos ho jahan-2
na mehsoos ho jahan-2
Main dil ko us muqaam pe laata chala gaya-2

Main zindagi ka saath nibhaata chala gaya
Har fikar ko dhein mein udata chala gaya...!!!

No comments: