Sunday, October 9, 2011

Ab Na Jaa - Euphoria



Ankhen band kar loon jo main
Dekhoon bas tumhe
Khwabo mein hi keh sakta hoon
Apna tumhe
Rehne de
Mera yeh waham pe hi yakeen
Na jaa abhi

Pyaar ki yeh raat hai
Ab naa jaaaa.
Chhoti si ek baat hai
Ab naa jaa

Tumhi se hai meri neende
Na bhi ho to kya
Tumhi se hai meri baatein
Na bhi ho to kya
Kehne de, taaron ko kahaani ankahee
Na jaa abhi

Pyaar ki yeh raat hai
Ab naa jaaaa
Chhoti si ek baat hai
Ab naa jaa

Pal do pal ka saath hai
Ab naa jaa
Jaadu si yeh raat hai
Ab naa jaaaaa
Ab naa jaaaaa

maathe pe pyaar ki boondein
Bikhre se kai sawaal
aankhon mein kitne mausam
pal mein beete kitne saal
Rehne de, jahaan bhi le jaaye zindagi
Na jaa abhi

Pyaar ki yeh raat hai
Ab naa jaaaa
Chhoti si ek baat hai
Ab naa jaa

Pal do pal ka saath hai
Ab naa jaa
Jaadu si yeh raat hai
Ab naa jaaaaa
Ab naa jaaaaa

Ab naa jaa
Ab naa jaa
Ab naa jaa
Ab naa jaa
Ab naa jaa
Ab naa jaa

No comments: