Saturday, February 4, 2012

Aadat se Majboor - Ladies Vs Ricky Behl

Bachke zaraa zaraa
Shaitaaniyan meri
Oh ladies..
Oh ladies..

Karke zaraa zaraa
Bemaniyaan meri
Oh ladies..
Oh ladies..

Kare seena zori
Seena zori
Tumhe ho na ho manzoor

Tere dil ki chori
Dil ki chori
Hai mera kya kasoor

Kya karoon oh ladies
Ho..
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor

Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Ho..
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majbur
Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor
Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor
Oo..oo..
Main hoon aadat se majboor
Oo..oo..
Main hoon aadat se majboor


When you meet baby
As smooth as silk
Before you blink
Cat drinks the milk
Wherever you go
You never seem
Coming and
Keep switching his mask
He is young
Keep changing his colour
Con man baby
He is a lover
Kaam karne ki hai khujli
Chakmaa deke
He is out of there quickly

Seedha nahi tedha
Bio-data mera
Lipstick se likhna hai mujhe
Har ek haseena ke
Bank account ke (ho..o..)
Debit mein dikhna.. hai mujhe
Zara ji hazuri ji hazuri
Main karta hoon zaroor
Phir dil ki chori dil ki chori
Hai mera kya kasoor
Kya karoon oh ladies

Ho…
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Ho kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor

Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor
Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor

(Aaadat se majboor…
Aaadat se majboor…
Tanana aaadat se majboor…
Aaadat se majboor…
Aaadat se majboor…)

Aankhon ke neeche se
Kajal churaa loon mein
Aisi safai hai meri
Entry hai book si
Exit toofan hai
Yeh mooh dikhai hai meri

Kholoon har tijori
Har tijori
Haan main toh hoon mashoor

Tere dil ki chori
Dil ki chori
Hai mera kya kasoor

Kya karoon oh ladies
Ho..
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor

Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Ho..
Kya karoon oh ladies
Main hoon aadat se majboor
Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor
Hazoor hazoor
Main hoon aadat se majboor

Main hoon aadat se majboor
Main hoon aadat se majboor

Dhokha khaa gayi
India ki har bandi
Sirf cash pe aish
Maana jagmandi
Hai mundaa badha changa
Lekin niyat gandi..

No comments: