Showing posts with label Ajay-Atul. Show all posts
Showing posts with label Ajay-Atul. Show all posts

Friday, February 3, 2012

Deva Shree Ganesha - Agneepath

Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha (repeat more than 15 times)

Jwala si chalti hai
Aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai

Parwah hi kya uska
Aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinam hai.. ye..

Dharti ambar sitar
Uski nazare utaare
Dar bhi usse dara re
Jiski rakhwaliya re…
Karta saya tera

Jai deva Shri Ganesha
(Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha…)


Hooo… teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaye vo dhanvaan hai
Bin kinare ki kashti hai vo..
Deva tujhse jo anjaan hai…

Yun toh mushak savari teri
Sab pe hai pheredari teri
Paap ki aandhiyan na kaha
Kabhi jyoti na haari teri…

Apni takdeer ka wo
Khud sikander hua re
Bhul ke ye jahaan re
Kiski silien ya haare
Saath paya tera he

Hey Deva.. Shree Ganesha
(Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha
Deva Shree Ganesha..)

Hoo.. teri dhuli ka teeka kiye
Deva jo bhakth tera jiye
Usse amrit ka hai moh kya
Has ke vish ka wo pyaala piye..

Teri mahima ke chaya taale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingari pakshodh se
Khadi Ravaan ki Lanka jale..e..

Shatruon ki katare
Ek akele se haare
Kand bhi parvat hua re
Sharok ban ke jahan re..
Naam aaya tera
Hey Deva.. Shri Ganesha

(Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha
Deva Shri Ganesha…)

Ganapati bappa moriya…..

Ghalin lotangan vandin charan
Dolyani pahin rup tujhe
Deva Preme alingan anande pujin
Bhave ovaleen mhane nama

Twameva mata, cha phita Twameva
Twameva bandhuscha sakha twameva.
Twameva vidya, dravinum twameva
Twameva sarvam mama deva deva

Kayena vacha manasendriyenva
Buddhyatmana va prakritiswabhavat
Karoomi yadhyath sakalam parasmai
Narayanayeti samarpayami

Achyutam keshavam ramnarayanam
Krushanadamodaram vasudevam bhaje
Shridharam Madhavam gopikavallabham
Janaki nayakam ramchandra bhaje

Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare
Hare raam hare raam
Raam raam hare hare
Hare krishna hare krishna
Krishna krishna hare hare

Thursday, February 2, 2012

Chikni Chameli - Agneepath

Bichu re ye naina
Badi zeherili aankh maare
Kamsi kamariya saali
Ik tumke se lakh mare

(Whistles)

Haaii..
Bichhu re ye naina
Badi zeheleeli aankh maare
Kamsin kamariya saali
Ik tumke se lakh maare
Note hazaaron ke
Khula chutta karane aayee
Husn ki teelli se beedi chillam jalane aayee

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee

Jungle mein aaj mangal karungi
Bhookhe sheron se khelungi mein
Makhan jaisi hatheli pe chalke angare le lungi mein
Haaii.. Indicine
Gehre paani ki machli hoon raja
Ghaat Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazro ki leharon se haar ke aaj doobi hoon main

Hoye


jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Jaanleva jalwa hai
Dekhne mein halwa hai
Pyaar se paros doongi toot le zaraa

Yeh toh trailer hai pori fillum dikhane aayee
Husn ki teelli se beedi chillam jalane aayee

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee

Haiii.. Banjar basti mein aayee hai masti
Aisa namkeen chehra tera
Meri neeyat pe chehke chote na hai rang gehra tera
Joban ye mera crazy hai raja
Saare mardho ko kaatungi main
Shaare meri akeli hai aaja sangh tere baatungi main

Haaye.. baat mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Haaai baat mein ishaara hai
Jisme khel saara hai
Tod ke tijoriyon ko loot le zara
Chumke zakhmo mein thoda malham lagane aayee
Husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayee

Aaayee Chikni.. chikni.. chikni.. aayee
Aaayee Chikni.. chikni…

Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee
Aaayee.. chikni chameli chup ke akeli pahua chadha ke aayee

Tuesday, January 31, 2012

Abhi Mujh Mein Kahin - Agneepath

Abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n :'( zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa

Ho o.. abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi

Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko, chhaya perh ki mill gayee
Roothe bachche ki hansi jaise, phuslaane se phir khill gayee
Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai
Barso'n ke puraane zakhm pe marham laga saa hai
Kuch ehsaar hai, iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n yaa jee loon zaraa
Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri
Aaj ho kal ho mera naa ho
Har din thi kahani meri
Ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye
Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye
Ik aisi chubhan iss lamhe me hai
Ye lamha kahaan tha mera aa
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoo'n ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n ya jee loon zara