Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts
Showing posts with label Udit Narayan. Show all posts

Friday, May 6, 2011

Koi Mil Gaya - Kuch Kuch Hota Hai

Mujhko Kya Hua Hai,
Kyoon Mai Kho Gaya Hoon
Pagal Tha Main Pehle, Ya Ab Ho Gaya Hoon
Behki Hain Nigahein, Aur Bikhare Hain Baal
Tumne Banaya Hai Kya, Apna Yeh Haal
Koi Mil Gaya
Koi Mil Gaya
Mera Dil Gaya
Mera Dil Gaya
Kya Bataoon Yaroon
Kya Bataoon Yaroon,
Mai To Hil Gaya
Mai To Hil Gaya
Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Aey, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Mujhko Kya Hua Hai, Are,
Kyoon Mai Kho Gaya Hoon
Aey, Pagal Tha Main Pehle,
Ya Ab Ho Gaya Hoon
Behki Hain Nigahein Aur Bikhare Hain Baal
Tumne Banaya Hai, Kya Apna Ye Haal
Koi Mil Gaya
Koi Mil Gaya
Mera Dil Gaya
Mera Dil Gaya
Kya Bataoon Yaroon
Kya Bataoon Yaroon
O, Main To Hil Gaya
Main To Hil Gaya
Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Are, Mil Hi Gaya
Chorus: Mil Gaya...
Jane Kya Ho Gaya Hai Mujhe,
Deewana Loog Kehne Lage...
Ye Deewanegi Hai Kya, Humein Bhi To Ho Pata
Tumko Kya Ho Gaya
Are, Kal Tak Mujhko Sabh Hosh Tha
Dil Mein Khushiyoon Ka Josh Tha
Phir Ye Baichainey Hai Kyoon,
Phir Ye Betaabi Hai Kyoon
Kya Koi Kho Gaya
Koi Mil Gaya
Koi Mil Gaya
O, Mera Dil Gaya
Mera Dil Gaya
Kya Bataoon Yaroon
Kya Bataoon Yaroon,
O, Mai To Hil Gaya
Mai To Hil Gaya
Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Aey, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Badal Ban Kar Kaun Aa Gaya
Kaun Hai Jo Dil Pe Yoon Chaa Gaya
Chahoon Ke Bataoon Main,
Phir Bhi Keh Na Paoon Main
Naam Uska Hai Kya...
O, Naam Na Lo Par Kuch To Kaho
Halka Sa Koi Ishara To Do
Meri Aankhon Mein Hai Woh,
Meri Sanson Mein Hai Woh
Aur Kahoon Tumse Kya...
Koi Mil Gaya
Koi Mil Gaya
Mera Dil Gaya
O, Mera Dil Gaya
Kya Bataoon Yaroon,
Kya Bataoon Yaroon
Mai To Hil Gaya
Mai To Hil Gaya
Koi Mil Gaya
Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Aey, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Mujhko Kya Hua Hai,
Kyoon Mai Kho Gaya Hoon
Pagal Tha Main Pehle, Ya Ab Ho Gaya Hoon
Behki Hain Nigahein Aur Bikhare Hain Baal
Banaya Hai, Kya Apna Ye Haal
O, Koi Mil Gaya
Koi Mil Gaya
Are, Mera Dil Gaya
Mera Dil Gaya
Kya Bataoon Yaroon
Kya Bataoon Yaroon,
O, Mai To Hil Gaya
Mai To Hil Gaya
Koi Mil Gaya, Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Mil Hi Gaya
Mil Gaya
Mil Hi Gaya
Mil Gaya
O, Mil Hi Gaya
Mil Gaya...

Tuesday, May 3, 2011

Ruk Ja Oh Dil Deewane -

Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Paas Vo Aaye To
Chhoo Ke Main Dekhoon Zara

Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara

Dekhe Vo Idhar Hanske Bekhabar
Thaamke Dil Hum Khade Hain
Gumsum Si Nazar Uski Hai Magar
Honthon Pe Shikve Bade Hain
Baat Ban Jaaye To
Main Baat Chhedoon Zara

Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha

Sharma Vo Gayi Ghabra Vo Gayi
Maine Jo Usko Pukaara
Ye Dil Le Liya Usne Kar Diya
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara
Jaan Bhi Jaaye To
Gam Na Karoon Main Zara

Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha

Mehfil Mein Haseen Tu Hi To Nahin
Roothe Tu Kis Liye Akeli
Jis Pe Yoon Fida Ye Dil Ho Gaya
Vo To Hai Teri Ek Saheli
Maan Vo Jaaye To
Baahon Mein Le Loon Zara

Ruk Ja O Dil Deewane
Poochhoon To Main Zara
Ladki Hai Ya Hai Jaadu
Khushboo Hai Ya Nasha
Paas Vo Aaye To
Chhoo Ke Main Dekhoon Zara

Monday, December 13, 2010

Jaane Kyon - Dil Chahta Hai

The song is a duet and hence given as male and female stanza J


Male Stanza
(Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon voh kisi pe marte hain) - 2
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon
Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
Pyaar mein sar jhukaana padta hai
Dard mein muskuraana padta hai
Zaher kyoon zindagi mein bharte hain
Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon

Female Stanza
(Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin voh tanhaa hai) - 2
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajaata hai 
Log chhup chhupke pyaar karte hain
Jaane kyoon saaf kehte darrte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Ho jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon

Male Stanza
Pyaar bekaar ki musibat hai

Female Stanza
Pyaar har tarah khoobsurat hai

Male Stanza
Oh, pyaar se hum door hi achhe

Female Stanza
Arre pyaar ke sab roop hai sachche

Male Stanza
Ho, pyaar ke ghaat jo utarte hai
Doobte hai na voh ubharte hai
Jaane kyoon, jaane kyoon

Female Stanza
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyoon aap hi mukarte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon

Male Stanza
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon