Showing posts with label Ranbir Kapoor. Show all posts
Showing posts with label Ranbir Kapoor. Show all posts

Tuesday, September 18, 2012

Barfi - Barfi!

Ohoo Ooooo…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
Ala Ala Matwala Barfi
Pawon Pada Mota Challa Barfi
Raaton Ka Hai Ye Ujaala Barfi
Gumsum Gumsum Hi Machaaye Ye To Khutpat
Khur Khur Khur Khurafaati Kare Non-stop
Khur Khur Khur Khur Hoye
Bud Bud Bud Bud Hey
Gud Gud Gud Gud Maula
Isi Se Bachaai Le
Hey Ee…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup Oye
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
Kabhi Na Rukta Re, Kabhi Na Thamtaa Re
Gham Ki Jo Dijha Use Khushiyon Ki Thokar Maare
Palkon Ki Har Muniya, Naino Ki Gaa Re Saare
Dhadkan Ki Rhythm Pe Ye Chaalu Khiladi Hai Bada
Hey.. Hey
Sooraj Ye Bujha Dega, Marega Phoonk Aisi
Top Talaiya, Peepal Chaiyya
Har Kooche Ki Aisi Taisi
Hey Ee…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup Oye
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud
(barfi Barfi Ye Meri Barfi)
Barfi Jab Amma Ji Ki Kokh Me Tha Soya
Amma Ne Murphy Ka Radio Mangaaya
Murphy Munna Jaisa Lala Amma Ka Tha Sapna
Munna Jab Haule Haule Duniya Me Aaya
Baba Ne Shillon Wala Station Lagaya
Radio On Hua, Amma Off Hui, Tuta Har Sapna
Munna Muta Hi Aansu Bahaaye Haaye
Oyee Ee…
Munna Jhunjhhuna Sun Bhi Na Paaye
Ala Ala Matwala Barfi
Pawon Pada Mota Challa Barfi
Raaton Ka Hai Ye Ujaala Barfi
Gumsum Gumsum Hi Machaaye Ye To Khutpat
Khur Khur Khur Khurafaati Kare Non-stop
Khur Khur Khur Khur Hoye
Bud Bud Bud Bud Hey
Gud Gud Gud Gud Maula
Isi Se Bachaai Le
Ohoo Ooooo…
Aankhon Hi Aankhon Me Kare Baatein
Gupchup Ghupchup Ghupchup
Khuphus Khuphus Khushphus
Ohoo Ooooo…
Khwabon Ki Nadi Me Khaye Gote
Gud Gud Gud Gud Gud Oye
Bud Bud Bud Bud Bud..!

Monday, September 17, 2012

Ala Barfi - Barfi!

Oo..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Khuus fus khus fus khus
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..

Ala ala matwaala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula issi se bachaai le

Hey..
Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup oye
Fus fus fus fus oo aye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud... oye
Bud bud bud bud...

Kabhi na rukta re, kabhi na thamta re
Gham jo dikha usey khusiyon ki thokar maare
Palko ki harmuniya, naino ki gaa re saare
Dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyare
Bhola na shamjho yeh chaalu khiladi hai bada bada
Hey.. hey
Sooraj ye bujha dega, maarega phoonk aisi
Top talaiya, peepal chaiyya
Har kooche ki aisi taisi
Hey..

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup hoye
Fus fus fus fus oo aye..
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud oye
Bud bud bud bud

Barfi jab amma ji ki kokh mein tha soya
Amman ne murfi ka radio mangaya
Murfi jaisa lalla amma ka tha sapna
Munna jab haule-halue duniya mein aaya
Baba ne Ceylon wala station
(Radio Ceylon is oldest radio station in Asia)
Radio on hua amma off hui
Toota har sapna
Oh o ye..
Munna mute hi aansu bahaaye o..
O o ye Munna jhunjhuna sun bhi na paaye
Jhun jhun jhun jhun....

Ala ala bada ala Barfi
Paanv pada mota chhala barfi
Raaton ka hai yeh ujaala barfi
Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat
Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud gud maula iss se bachaai le
Khur khur khur khur (hoye)
Bud bud bud bud (hey!)
Gud gud gud...

Aankhon hi aankhon mein kare baatein
Gupchup gupchup gupchup gup
Fus fus fus fus
O o ye..
Khwaabon ki nadi mein khaaye gote
Gud gud gud gud gud gud hoye
Bud bud bud bud bud bud..

Sunday, September 16, 2012

Main Kya Karoon - Barfi!

Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
hmm..
Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main..
Ab kya karoon
hmm.. Kehne pe chalta nahi
Kuch dinon se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)

Karta.. aawaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane, gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki

Karta hai awaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Ulti ye baat hai
Aise haalaat hai
Ghalati kare ye, main bharu!

Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon
Main kya karoon... (keeps repeating)

Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main ab kya karoon
hmm.. Kehne pe, chalta nahi
Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Saturday, September 15, 2012

Kyon - Barfi!

Kyon naa hum-tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaake almast pehchaani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimati nigaahon mein
Inn chamchamati adaaon mein
Luke huey, chhupe huey
Hain kya khayaal baawre

Kyun naa hum-tum
Chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Talashein bageechon mein fursat bhari chhanv re
Chal bhatak le na baawre

Inn gungunati fizaaon mein
Inn sarsarati hawaaon mein
Tukur-tukur yun dekhe kya
Kya tera haal baawre

Naa lafz kharch karna tum
Naa lafz kharch hum karenge
Nazar ke kankadon se
Khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge
Mila ke mast baat phir karenge
Naa harf kharch karna tum (harf means "Akshar" a letter)
Naa harf kharch hum karenge
Nazar ki syaahi se likhenge
Tujhe hazaar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan
(Jhidkiyaan means Scoldings)
Tere pate pe bhej denge

Sun khankhanati hai zindagi
Le Humein bulati hai zindagi
Jo karna hai woh aaj kar
Naa isko taal baawre Aha ha

Kyun na hum tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaa ke almast pehchani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimaati nigaahon mein
Inn chamchamaati adaaon mein
luke huey, chhupe huey
Hai kya khayaal baawre

Friday, September 14, 2012

Aashiyan - Barfi!

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyaan (x2)

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe kundi chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant le
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn aashiyan

Naa ho chaar deewarein
Phir bhi jharokhe khule
Baadalon ke ho parde
Shaakhi hari pankha jhale
Naa ho koi takraarein
Are masti thahaake chale
Pyaar ke sikkon se mahine ka kharcha chale

Dabe dabe paaon se
Aaye haule haule zindagi
Hothon pe kundi chadha ke
Hum taale laga ke chal
Gumsum tarane chupke chupke gaayein
Aadhi aadhi baant le
Aaja dil ki ye zameen
Thoda sa tera sa hoga
Thoda mera bhi hoga apna ye Aashiyan

Itti si hansi
Itti si khushi
Itta sa tukda chand ka
Khwabon ke tinkon se
Chal banayeinn Aashiyan (x2)

Saturday, November 26, 2011

Wake Up Sid - Title Song

Suno to zara
Hum ko hai ye kehna
Waqt hai kya
Tum ko pata hai na
So gayi raat jaa ke
Din hai ab jaag utha
Aankhein masalata hai
Saara ye sama
Awaazein bhi leti hai angdaiyaan

Wake up sid
Saare pal kahe
Wake up sid
Chal kahin chale
Wake up sid
Sab dishaon se aa rahi hai sada
Sun sako agar suno suno suno …
Wake up

Ye jo kahe wo jo kahe sun lo
Baate jo sahi
Dil ko lage chun lo
Karna hai kya tumhe
Ye tum hi karo faisla

Ye soch lo
Tum ko jaana hai kahan
Tum hi musafir
Tum hi to ho karvaan

Wake up sid
Saare pal kahe
Wake up sid
Chal kahin chale
Wake up sid
Sab dishaon se aa rahi hai sada
Sun sako agar suno suno suno …
Wake up

Aaj bhi dekho
Kal jaisa hi na ho
Aaj bhi yun na tum sote hi raho
Itne kyun sustate ho
Kuch kaho kuch sunao
Kuch na kuch karo
Ro pado ya haso
Zindagi mein koi na koi
Toh rang bharo

Wake up sid
Saare pal kahe
Wake up sid
Chal kahin chale
Wake up sid
Sab dishaon se aa rahi hai sada
Sun sako agar suno suno suno …
Wake up

(chorous)
(Wake up sid
Saare pal kahe
Wake up sid
Chal kahin chale
Wake up sid
Sab dishaon se aa rahi hai sada
Sun sako agar suno suno suno …
Wake up)

Friday, November 25, 2011

Iktara - Wake up Sid

Orey manva tu to bavra hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai
Tu hi jaane tu kya sochta hai bavre
Kyun dikhaye sapne tu sote jaagte

Jo barse sapne boond boond
Nainon ko moond moond
(Nainon ko moond moond)
Jo barse sapne boond boond
Nainon ko moond moond
Kaise main chaloon, dekh na sakoon
Anjaane raastein

(chorous)
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Dheeme bole koi iktara iktara, dheeme bole koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara

Sun rahi hoon sudh budh khoke koi main kahani
Poori kahani hai kya kise hai pata
Main to kisiki hoke yeh bhi na jaani
Ruth hai ye do pal ki ya rehgi sada
(kise hai pata… kise hai pata)

Jo barse sapne boond boond
Nainon ko moond moond
(Nainon ko moond moond)
Jo barse sapne boond boond
Nainon ko moond moond
Kaise main chaloon, dekh na sakoon
Anjaane raastein

Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara
Dheeme bole koi iktara iktara, dheeme bole koi iktara
Gunjasa hai koi iktara iktara, gunjasa hai koi iktara

Thursday, November 24, 2011

Kya Karoon - Wake up Sid

Kya karoon haule haule
Jo mera dil ga rha hai
Kya karoon dheeme dheeme se
Nashe mein jo hai zindagi

Kya karoon dheere dheere
Main behka ja raha hun
Kya karoon thoda thoda toh
Asar hona hai mujh pe bhi

Tu ru tu ru tu…
Tu ru tu ru tu…

Kya karoon soye soye se
Koi armaan hai jaage
Kya karoon khoyi khoye si
Kahin raahon meri zindagi

Kya karoon naye naye
Sapne hain mere aage
Kya karoon thoda thoda toh
Asar hona hai mujh pe bhi

Tu ru tu ru tu…
Tu ru tu ru tu…
Kya karoon..
Tu ru tu ru tu…
Tu ru tu ru tu…

Ye din ye raatein
Ye saari baatein
Mehke mehke… behke behke
Ye jo pal hain ye na beete
Yoon hi main rahun

Kya karoon haule haule
Jo mera dil ga raha hai
Kya karoon dheeme dheeme se
Nashe mein jo hai zindagi

Kya karoon dheere dheere
Main bhaka ja raha hun
Kya karoon thoda thoda to
Asar hona hai mujh pe bhi

Kya karoon…..
Kya karoon…..

Wednesday, November 23, 2011

Life is Crazy - Wake Up Sid

Ooo dilkashi ke jo raang hai… hai tere
Oo oo oo oo dosti ke jo raang hai… hai tere

Ooo dilkashi ke jo raang hai… hai tere
Oo oo oo oo dosti ke jo raang hai… hai tere
Inn hi rango mein chuphe saare khushi ke raang hai
Dekho na dehko na yeh halke gehre gehre halke zindagi ke raang hai

Li li li li life is crazy
Hai yeh raang biraang
Li li li li life is crazy
Kehthi hai umaang
Li li li li life is crazy
Gao sang sang
Ooohhoo…

Kuch lamhe raango mein doobe
Kuch lamhe raango se uddee
Kuch ghadiyan sirf khamoshi
Kuch ghadiyan puri madhooshi

Oooo kaise kaise raang raat din hai chayee
Oo oo oo oo oo koi jaise hamein bole bin baatayein
Jitne hai yahan sabi ek roshni ke raang hai
Dekho na dehko na yeh halke gehre gehre halke zindagi ke raang hai

Li li li li life is crazy
Hai yeh raang biraang
Li li li li life is crazy
Kehthi hai umaang
Li li li li life is crazy
Gao sang sang
Ooohhoo…

Ooooooo life is crazy….

Tuesday, November 22, 2011

Aaj Kal Zindagi - Wake Up Sid

Aaj kal zindagi
Mujhse hai keh rahi
Tu jo meri maane toh chal deewane
Sapnon ki rahoon mein tu
Saari khusboon ko
Saari roshni ko le le in bahoon mein tu

Ab hai tu jahaan
Din raat saare naye hai
Arzoo jawaan
Jazbaat saare naye hai
Naye rastein hai tere vaaste
Toh rahe kyun panahoon mein tu

Ohhoo tere liye
Nayi hai zameen naya aasmaan
Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan..
Tere liye
Nayi hai zameen naya aasmaan
Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan..

Zindagi ne (zindagi ne)
Dastak di toh (dastak di toh)
Dil ki sab khidkiyaan… khul gayi
Haan khul gayi

Hotoon pe jo (hotoon pe jo)
Jami thi woh (jami thi woh)
Saari khamoshiyaan ghul gayi
Haan ghul gayi

Kitne lamhoon ne
Mujhko ho jaise hairaan kiya
Kitni batoon ne
Dil ko aake hai chuu liya

Chahatein kayi
Hai dil mein ab jagmagaye
Rahatein kayi
Hai mujhse kehne ko aayi
Pehchaan saari muskaane
Saari bhar le nigaahon mein tu

Ohhoo tere liye
Nayi hai zameen naya aasmaan
Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan..
Tere liye
Nayi hai zameen naya aasmaan
Likh de hawaaon mein koi nayi dastaan..

Friday, November 11, 2011

Phir se Ud Chala - Rockstar

Phir se ud chala
Ud ke chhoda hai jahaan neeche main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag meelo'n door ye waadiyaan

Phir dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar de tan geela ye bhi na ho...

Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa'nv ek se
Log ek se naam ek ooo

ooo o...
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode... hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..

Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya
hai daata, hai daata

Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore

Rang-birange vehamon mein
Main udta phiru
Rang-birange vehamon mein
Main udta phiru

Wednesday, February 16, 2011

Mora Piya - Rajneeti

Piya haiii
Piyaa.
Moraa .aaa.. Moraa…
Piya .. mora piyaa ..
Aaa..
Piya Mora.. Mora piya
Maanat nahin .. more piya ..
Mora piya…

Mora piya mu se bolat naahin
Mora piya mu se bolat naahin
(you are all I want.. I am nothing but you, just look at me please, say something)
Dawar jiya ke
(why dont you speak to me, you are all I need)
Ooohh dawar jiye ke kholat naahinnn
Mora piya mu se bolat naahin
Mora piya mu se bolat naahin

Darpan dekhun(ba ga re re sa ni da sa), roop niharun
Hoo darpan dekhun, roop niharun
Aur sola shringaar karun
Phir nazariya baitha bairi
Kaise ankhiyan chaar karoon
Koi jatan ab,
Hoo
Koi jatan ab kaam na aave
Uss kach sohat naahin
Mora piya mu se bolat naahin
Mora piya mu se bolat naahin

Hamari ek (ga re si da ga), muskaan pe woh toh
Haan hamari ek muskaan pe woh toh apni jaan lutaata tha
Jag bisra ki aanthon pehariya, more hi gun gata tha
Baagai kaaa
hOOo
Bhagai ka koyi sautan ho ke mora kuch baawat naahin
Mora piya muh se bolat naahin
(say something, why dont you speak to me, look at me)
Mora piya muh se bolat naahin
Dawar jiya ke
(just speak to me please)
Ooo dawar jiye ke kholat naahin
(don’t you know I just can’t live without you)
Mora piya muh se bolat naahin – 5 times