Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts
Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts

Saturday, September 15, 2012

Kyon - Barfi!

Kyon naa hum-tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaake almast pehchaani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimati nigaahon mein
Inn chamchamati adaaon mein
Luke huey, chhupe huey
Hain kya khayaal baawre

Kyun naa hum-tum
Chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Talashein bageechon mein fursat bhari chhanv re
Chal bhatak le na baawre

Inn gungunati fizaaon mein
Inn sarsarati hawaaon mein
Tukur-tukur yun dekhe kya
Kya tera haal baawre

Naa lafz kharch karna tum
Naa lafz kharch hum karenge
Nazar ke kankadon se
Khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge
Mila ke mast baat phir karenge
Naa harf kharch karna tum (harf means "Akshar" a letter)
Naa harf kharch hum karenge
Nazar ki syaahi se likhenge
Tujhe hazaar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan
(Jhidkiyaan means Scoldings)
Tere pate pe bhej denge

Sun khankhanati hai zindagi
Le Humein bulati hai zindagi
Jo karna hai woh aaj kar
Naa isko taal baawre Aha ha

Kyun na hum tum
Chale tedhe-medhe se raston pe nange paanv re
Chal bhatak le na baawre
Kyun na hum tum
Phire jaa ke almast pehchani raahon ke pare
Chal bhatak le na baawre
Inn timtimaati nigaahon mein
Inn chamchamaati adaaon mein
luke huey, chhupe huey
Hai kya khayaal baawre

Monday, April 30, 2012

Mar Jayian - Vicky Donor

Lamhe vele lamhe, vele pal yeh
Idhar-udhar tahel rahe

Sehme sehme dil bhi
Keh rahe hain bina tere

Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re
Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re

Dil mein koi rag yun
Dhadakti hai, ki jaise bijli si daude
Saansein teri saansein
Jalaati hai bina tere
Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re
Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re

Girhon ko suljhaao, tere bin kya jeena o
Bata mujhe, bata mujhe...
Girhon ko suljhaao, tere bin kya jeena
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa...

Lamhe vele lamhe, vele pal ye
Idhar-udhar tahel rahe

Sehme sehme dil bhi
Keh rahe hain, bina tere

Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re
Mar Jayian, tere bin mar jayian
Mar Jayian, tere bin mar jayian re

Friday, February 24, 2012

Fan Ban Gayi - Tere Naal Love Ho Gaya

Yo! yowan lugaai ka bees yaa tees
Aur bail chale naa saal
Marad aur ghoda arrey marad aur ghoda
Kade naa ho budha, je milta rave baanko maal

Yeh jo chewing-gum chabawe tu
Dil ka kingdom chalawe tu
Yeh jo goggle lagawe tu
Mhanne ghano lubhawe tu
Ke tere siva sare jag ki main
Ke tere siva sare jag ki main
Ke tere siva sare jag ki main bhenn bann gayi...
Oye!
Ke main tto teri fann bann gayi, haaye!
Ke main toh teri fann bann gayi, oye
Ke main toh teri fan ban gayi, soneya
Chhore main teri fa...n bann gayi re

Kaise main bhaaya tanne, itna bata de manne
Baawari laage se mujh ko
Arey mom ki baati laalten ban gayi

Ke main toh teri fan ban gayi haye
Ke main toh teri fan ban gayi oye
Ke main toh teri fann bann gayi soneya
Chhore main teri fa...n bann gayi re

Chhalke chhalke ras ka kuaan jo bhi aawe pee jaawe
Koi pilaai daale re kaadho
Tu bhi hosh ki lutiya re

Roop tharo rang tharo senkda maa ek
Gash khaake gire chhore ang ang dekh
Roop tharo rang tharo senkda maa ek
Gash khaake gire chhore ang ang dekh
Arrey desi daaru Champagne bann gayi...

Ke main tto teri fann bann gayi, haaye!
Ke main toh teri fann bann gayi, oye!
Ke main toh teri fan ban gayi, soneya!
Chhore main teri fa...n...

Honthon pe harayali chhayi haule se jo tu muskaaye
Sone mein mil jaaye suhaaga sona yaar jo itraaye..

Assi gali ke ghagre mein ghoome mann ka gher
Zaraa palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher
Assi gali ke ghagre mein ghoome mann ka gher
Zaraa palat ke dekh le tu hum bhi dil ke sher
Yeh toh pal mein One-Two se Ten ban gayi....

Ke main tto teri fann bann gayi, haaye!
Ke main toh teri fann bann gayi, oye!
Ke main toh teri fan ban gayi, soneya!
Ke main tto teri fann bann gayi, haaye!
Ke main toh teri fann bann gayi, oye!
Chhore main teri fa...n... bann gayi re

Tuesday, August 2, 2011

Aa Zara - Murder 2

Yeh raat ruk jaye, baat tham jaye, teri baahon mein
Khwaishein jagi hain pyase pyase labhon pe
Khud ko jala doon, teri aanhon mein
Aagosh mein aaj mere samaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Jee le.....

Yeh jahaan saara bhool kar
Jismo ke saaye tale dheeme dheeme chale raat bhar
Pal do pal hum hai humsafar
Thay abhi dono yahaan honge subah jaane kahan kya khabar
Aa ja zara khud ko mujh mein milaa ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa ja zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le

Khwaab hoon main toh makhmali
Palkon mein leja mujhe maine diya mauka tujhe ajnabi
Hosh mein aaye na abhi
Ik dooje mein hi kahin khoyi rahe teri meri zindagi
Khamoshiyan dhadkano ki suna ja
Jaane kya hona hai kal

Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, aa ja
Jo pal mile naseeb se... Jee le..!

Raat ruk jaaye, teri baahon mein
Aagosh mein aaj mere sama ja
Jaane kya hona hai kal
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se
Aa zara kareeb se, jo pal mile naseeb se, jee le