Showing posts with label Mohd Rafi. Show all posts
Showing posts with label Mohd Rafi. Show all posts

Monday, March 26, 2012

Dhadakne Lagta Hai - Dil Tera Deewana

Dhadakne Lagta Hai

Dhadakne lagta hain mera dil tere naam se
Dhadakne lagta hain mera dil tere naam se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam se
Dhadakne lagta hain mera dil tere naam se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam se

Mere dil mein jab se tuta tere nain ka teer
Dil mein rahkar ban gaya woh toh teri tasveer
Neend nahin aati hain mujhko aaram se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam se

Dhadakne lagta hain mera dil tere naam se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam se

Teri baaten tere kisse rehta hain har dum
Mehfil hon ya verana hon ya koi mausam
Darte nahin hain hum ishq ke anjaam se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam se

Dhadakne lagta hain mera dil tere naam se
Aisa lagta hain ke ab hum gaye kaam see
Dha-dha-dha-dha-dha, dhadakne lagta hain

Thursday, September 22, 2011

Likhe Jo Khat Tujhe - Kanyadaan

Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye

sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye

Koyi nagma kahin goonja
kahan dil mein
yeh tu aayi
kahin chatki kali koyi
main yeh samjha, tu sharmaayi
koyi khushboo kahin bikhri
laga yeh zulf lehraayi

Likhe jo khat tujhe...

Fiza rangeen, adaa rangeen
yeh ithlaana, yeh sharmaana
yeh angdhaayi, Yeh tanhaayi
yeh tarsa kar, chale jaana
bana de ga nahi kisko
jawaan jadoo yeh deewana

Likhe jo khat tujhe..

jahan tu hai, wahan main hoon
mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai

Likhe jo khat tujhe...

Tuesday, September 20, 2011

Taarif Karun Kya Uski - Kashmir ki Kali

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Ek cheez qayamat bhi hai
Logon se suna karte the
Tumhe dekh ke maine mana
Woh theek kaha karte the
Woh theek kaha karte the

Hai chaal mein teri zaalim
Kuch aisi bala ka jaadu
Sau baar sambhala dilko
Par ho ke raha bekabu
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Har subah kiran ki lali
Hai rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kali
Saaya hai tere balo ka

Har subah kiran ki lali
Hai rang tere gaalo ka
Har shaam ki chadar kali
Saaya hai tere balo ka

Tu balkhati ek nadiya
Har mauj teri angdaayee
Jo in maujo mein dooba
Usne hi yeh duniya payi
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Main khoj mein hoon manzil ki
Aur manzil paas hai meri
Mukhde se hata do anchal
Ho jaye door andhere
Ho jaye door andhere

Mana ke ye jalwe tere
Kar denge mujhe deewana
Jee bhar ke zara mein dekhun
Andaz tera mastana
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Yeh chandsa roshan chehra
Zulfon ka rang sunehra
Yeh jheel si neeli ankhen
Koi raaz hai inme gehra
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya
Taarif karun kya uski jisne tumhe banaya

Thursday, June 2, 2011

Dil Pukare - Jewel Thief

Dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee
Dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee

Barason beete dil pe kaaboo paate
hum to haare, tum hee kuchh samajhaate
samajhaatee main tum laakho aramaan
kho jaate hain, lab tak aate aate
poochho naa kitanee, baate padee hai, dil mein humaare
Dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee

Paa ke tum ko hain kaisee matawaalee
aakhe meree been kaajal ke kaalee
jeewan apanaa main bhee rangeen kar loo
mil jaaye jo in hothhon kee laalee
jo bhee hain apanaa, laayee hoo sab kuchh, paas tumhaare
Dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee

Mahakaa mahakaa aanchal halake halake
rah jaatee ho kyo palakon se mal ke
jaise sooraj banakar aaye ho tum
chal doge phir din ke dhalate dhalate
aaj kaho to mod doon badh ke, waqt ke dhaare
Dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee

Sunday, March 27, 2011

Akele Akele Kahan Jaa Rahe Ho - An Evening in Paris

Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, kahaan jaa rahe ho

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Koi mit raha hai, tumhe kuch pata hai
Koi mit raha hai, tumhe kuch pata hai
Ye kya maajra hai, tumhe kuch pata hai

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Tadapta na chodo, meri jaan ho tum
Tadapta na chodo, meri jaan ho tum
Ye mukhda modo, meri jaan ho tum
Ye mukhda modo, meri jaan ho tum
Mera dil na todo, meri jaan ho tum

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele, kahaan jaa rahe ho

Koi rok lega, toh phir kya karoge
Koi rok lega, toh phir kya karoge
Kadam thaam lega, toh phir kya karoge
Kadam thaam lega, toh phir kya karoge
Kushamad karega, toh phir kya karoge

Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho
Akele akele kahaan jaa rahe ho
Hame saath le lo jahaan jaa rahe ho

Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, rahe ho rahe ho
Akele akele, akele akele
Kahaan jaa rahe ho, rahe ho rahe ho

Vallah Kya Baat Hai - Vallah Kya Baat Hai

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Hote hein kaafir yun toh
Allah Allah kehte hein dilbar jinko
Dil ko udda len haske
Tauba Tauba aata hai jaado inko

Lekin hamse jo aankh mili
Toh khaa gaye woh bhi chakkar
Sabh naach woh apne bhool gaye
Aur bhool gaye sab akad
Unko paani peena pada
Ye hai nazook waqt bada

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
ha ha ha Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

Aisi bhi kya madhoshi dekho dekho
Hosh nahi aanchal ka
Kehti hein saaf nigaahein
Allah Allah haal bura hai dil ka

Hai baat abhi toh aankhon tak
Zaalim aage kya hoga
Jab dil ko choolengi nazaren
Jaane aalam kya hoga

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Ha ha ha, Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

Saturday, March 26, 2011

Badan pe Sitaare - Prince

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Ham hi jab na honge toh aye dilruba
Kisse dekh kar haay sharmaogi
Na dekhogi phir tum kabhi aaina
Hamaare bina roj ghabraogi

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Hai ban ne savarne ka jab hi mazaa
Koi dekhne waala aashiq toh ho
Nahi toh ye jalwe hein bujhte diye
Koi mitne waala ek aashiq toh ho

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Mohabbat ki ye inteha ho gayi
Ki masti mein tumko khuda kah gaya
Zamaana ye insaaf karta rahe
Bura kah gaya ya bhala gaya

Badan pe sitaare lapete huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aao to chain aa jaaye
Zara paas aao to chain aa jaaye

Friday, March 25, 2011

Tumne mujhe dekha - Teesri Manzil

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan
Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan
Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Kahin dard ke sehra mein rukte chalte hote
Inn hoton ki hasrat meinn tapte jalte hote
Meherbaan ho gayi zulf ki badliyaan
Jaaneman jaanejaan, tumne mujhe dekha

Ho lekar ye haseen jalve
Tum bhi na kahaan pahuche
Aakhir ko mere dil tak
Kadamon ke nishaan pahuche

Khatm se ho gaye
Raaste sabh yahaan
Jaaneman jaanejaan

Tumne mujhe dekha hokar meherbaan
Ruk gayi yeh zameen, tham gaya aasmaan
Jaaneman jaanejaan
Tumne mujhe dekha

Aji aisa mauka phir kahaan milega - An Evening in Paris

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Dekho ye pariyon ki toli
Meethi meethi jinki boli
Kya Kya dil par rang jamaaye
alwon ye aankh micholi

Dekho ye pariyon ki toli
Meethi Meethi jinki boli
Kya Kya dil par rang jamaaye
Jalwon ye aankh micholi

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Haathon mein haathon ko daale
Phirte hein aashiq niraale
Dhoondo yahaan tum bhi saathi
Mil jaayenge husn waale

Haathon mein haathon ko daale
Phirte hein aashiq niraale
Dhoondo yahaan tum bhi saathi
Mil jaayenge husn waale

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raah se aaj gujar lo

Apne dil ka daaman bhar lo
Mar jaaoge pyaar kar lo
Kal ka sapna kisne dekha
In raah se aaj gujar lo

Aji aisa mauka phir kahaan milega
Hamaare jaisa dil kahaan milega
Aao tumko dikhlaata hoon
Paris ki ek rangeen shaam
Dekho dekho dekho dekho dekho
An evening in Paris

Thursday, March 24, 2011

Dil ke Jharokhe Mein - Bramhchaari

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Meri muhabbat ko thukraade chahe
Main tujhse koi na sikwa karoonga
Aankhon mein rahti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Meri muhabbat ko thukraade chahe
Main tujhse koi na sikwa karoonga
Aankhon mein rahti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Ab bhi teri surkh hoton ke pyaale
Mere tassavur mein saakhi bane hein
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein saathi bane hein

Ab bhi teri surkh hoton ke pyaale
Mere tassavur mein saakhi bane hein
Ab bhi teri zulf ke mast saaye
Birha ki dhoop mein saathi bane hein

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main tujhse koi na shikwa karoonga
Aankhon main rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Meri mohabbat ko thukra de chaahe
Main tujhse koi na shikwa karoonga
Aankhon main rehti hai tasveer teri
Saari umar teri pooja karoonga

Dil ke jharokhe mein tujhko bithakar
Yaadon ko teri main dulhan banakar
Rakhoonga main dil ke paas
Mat ho meri jaan udaas

Wednesday, March 23, 2011

Raat ke Humsafar - An Evening in Paris

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Sone waalon ko haskar jagaana bhi hai
Raat ke jagto ko sulaana bhi hai
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Deti hai jaagne ki sada saath hi
Dooriyaan gaa rahi hai subah pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Raat ne pyaar ke jaam bhar kar diye
Aankhon aankhon se jo maine tumne piye
Hosh to ab talak jaake laute nahi
Hosh to ab talak jaake laute nahi
Aur kya laa rahi hai subah pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
Dekh kar saamne roop ki roshni
Khil utthi jaa rahi hai subah pyaar ki

Kya kya vaade hue kisne khaai kasam
Ek nayi raah par hamne rakhe kadam
Sukhsafa pyaar kab hum chhupayen to kya
Sukhsafa pyaar kab hum chhupayen to kya
Sab samajh pa rahin hai jubaan pyaar ki

Raat ke humsafar, thak ke ghar ko chalen
Jhoomti aahaha hmmm pyaar ki hmmm

Tumsa Nahin Dekha - Tumsa Nahin Dekha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Oof yeh nazar, oof yeh adaa
Oof yeh nazar, oof yeh adaa
Kaun na ab hoga fida
Zulfen hain ya badliyaan
Aankhen hain bijliyaan
Jaane kis kiski aayegi kazaa

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tum bhi haseen, rut bhi haseen
Aaj yeh dil bas mein nahin
Tum bhi haseen, rut bhi haseen
Aaj yeh dil bas mein nahin

Raaste khamosh hain,
Dadkane madhosh hain
Peeye bin aaj hume
Chada hain nasha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tum na agar bologe sanam
Tum na agar bologe sanam
Mar to nahin jaayenge hum
Kya pari ya hoor hon?
Itne kyun mgaroor hon
Maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha

Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha
Yun to humne laakh haseen dekhe hain
Tumsa nahin dekha, o tumsa nahin dekha

Tuesday, March 22, 2011

Tumse Achcha Kaun Hai - Tumse Achcha Kaun Hai

Ya, ya, ya, ya, ya, ya ya, ya
Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Ya, ya, ya, ya

Har jid mein yakeen tha humko, unhoni paas hogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi
Tum jaan ho toh aalam ki aur jaan hamhi par dogi

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Tu husn ki behti ganga taqdeer bhi ban jaaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye
Pyaase ke paas nadi bhi khud pyaas bhujhane aaye

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai

Ya, ya, ya, ya

Ab hamko khabar thi aye rangeen seher bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi
Jo aag hai apne dil mein woh aag udhar bhi hogi

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
dekho, tumse accha kaun hai

Kabhi humne nahi socha tha aisa din bhi aayega
Paani mein aag lagegi, patthar bhi pighal jaayega
Dekho, tumse accha kaun hai
Dekho, tumse accha kaun hai
Dekho, tumse accha kaun hai

Ganga Meri Maa Ka Naam - Tumse acchha Kaun hai

Na main sindhi, na main marathi
Na main hoon Gujarati
Na toh ek bhaasha meri
Na meri ek jaati

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zube waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Jiss dharti ka main beta hoon
Uske mausam chaar
Garmi, sardi, patjhharr
Aur albeli ritu bahaar

Yahan savera gaata jaaye
Yahaan savera gaata jaaye
Raat bajaaye sitaar
Raat bajaaye sitaar

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan
Main woh panchi jiski nisdin
Laakhon kos udaan

Uttar dakshin purab pashchim
Goonje meri taan
Ek shaal hai, ek shal hain
Jiska naam hai Hindustan
Naam hai Hindustan

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet
Bangla, Praanth main jaaon toh
Main karoon kala se preet

Jab aaon Punjab toh
Ban bhagre ka ban jaaon meet
Dakshin jaakar, Dakkin jaakar
Maine seekha Karnatak sangeet
Karnatak sangeet

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
Main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani
Main Madrasi, main Gujarati
Main ek Rajasthani

Badaa purana ek Marathi
Naya naya Haryani
Main kuch bhi hoon
Main kuch bhi hoon
Lekin sabse pehle Hindustani
Pehle Hindustani

Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala
Ab tum khud hi faisla karlo
main kis zubbe waala
Ganga meri maa ka naam
Baap ka naam himala

Sawere Wali Gadi - Laat Saheb

Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge
Sawere gadi se chale jayenge
Sawere gadi se chale jayenge

Yeh mela do ghadi, do dino ki hain bahar
Samay ki behti dhaar kaise jati hain pukaar
Yeh mela do ghadi, do dino ki hain bahar
Samay ki behti dhaar kaise jati hain pukaar
Pukaar, hai, hai, hai-hai

Mehmaan kab ruke hain kaise roke jayenge
Mehmaan kab ruke hain kaise roke jayenge
Kuch leke jayenge, o kuch deke jayenge

Sawere wali gadi, sawere wali
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Milo to milo pyar se, boloto meethi baat
Humhare bade bhaag, hui tumse mulaaqat
Milo to milo pyar se, boloto meethi baat
Humhare bade bhaag, hui tumse mulaaqat

Milega kuch to dil to yaha khoke jayenge
Milega kuch to dil to yaha khoke jayenge
Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge

Sawere wali haan, sawere wali hoi hoi
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Nishaani koi pyar ko to chod jayenge
Kahani koi pyaar ki to jod jayenge
Nishaani koi pyar ko to chod jayenge
Kahani koi pyaar ki to jod jayenge
To jod jayenge, hai, hai

Banenge kisike, kisike hoke jayenge
Banenge kisike, kisike hoke jayenge
Kuch leke jayenge, o kuch deke jayenge

Sawere wali gadi, sawere wali
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Kuch leke jayenge, kuch deke jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge
Sawere wali gadi se chale jayenge

Monday, March 21, 2011

Kisi na Kisi Se - Kashmir ki Kali

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Ek se ek haseen chere hain
Kis kis ko mein dekhoon
Kisko inmein apna samjhoon
Samjhoon mein apne lelu

Koi rangeeli, chail chabili
Koi rangeeli, rasili, chail chabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain
Dhoond raha hoon mein woh duniyaan
Pyaar jise kehte hain

Kaun woh kismat wale hain
Jo log waha rehte hain

Khud ko, mere dil leke wahin chal
Khud ko, mere dil, meri dil, leke wahin chal
Aaye jahan haath koi reshmi aanchal

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Aise nazook woh hon jiska
Shabna mu dhoti hon
Chaand bhi sadke hota ho
Jab raat ko woh soti ho

Aankh sharabi, gaal gulabi
Aankh sharabi, sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaar de jo zindagi meri

Kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O, kisi na kisi se, kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Sunday, March 20, 2011

Khuli Palak Mein Jhutha Gussa - Professor

Zaraa thero, zaraa thero
Sazaa mere dil ki zaraa sunte jana

Khuli palak mein, jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Aankhon mein ikraar ki zhalki
Hoton pe pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Khuli palak mein jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Jis din se dekha tumko
Tum lage mujhe apne se
Aur aake rahe aankhon mein
Aur aake rahe aankhon mein
Ek man chahe sapne se

Samajh naa aaye kya jeeta mein
Aur gaya kya haar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Khuli palak mein, jhutha gussa
Band palak mein pyaar
Jeena bhi mushkil
Marna bhi mushkil

Tum pyaar chupake haaren
Mein pyaar jata ke haraa
Ab to sareen duniyan pe, hai
Ab to sareen duniyan pe
Zaheer haal humara

Pohoch ke is manzil pe lautna
Ab to hain dushwar
Jeena bhi mushkil

Dilruba Dil Pe Tu - Rajkumar

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Haai, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Kya bataao kya dilk ka haal hain
Jis ghadi se mile hum
Jaise saikdo bijliyan giri
Aur jal uthe hum

Hai, kyun mujhe khaak karne par tule hon, zaalim
Aakhir kya bigada hain maine tumhara?

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Haan, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Ang and mein meetha dard hain
Zatpataye mera dil
Ek tafaa mein katal karde tu
Mujhko, mere katil

Hai, dil ki gehraiyon ko cheerta hua
Yeh dard, yeh kasak, yeh chubhan

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Aajdil ki tum itne paas hon
Jaise meri dhadkan
Ek aaj se apne jism jaan
Ek apne tanman

Aaj ek saath mehke hain do gulab
[--------]
Ek saath dhake hain do dil

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Ho, hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Dilruba, dil pe tu
Yeh situm kiye jaa, kiye jaa
Hum bhi to aag mein jalte rahen
Pyaar ke sholon pe chalte rahen

Saturday, March 19, 2011

Budtameez Kaho Ya Kaho Jaanwar - Budtameez

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Kitne meethe hain lab tere jaane gazal
Tu bura bjhi kahen to lagey hain bhala
Kitne meethe hain lab tere jaane gazal
Tu bura bjhi kahen to lagey hain bhala

Inhi andaaz maar dala humhe
Na tumhaari khata, na humhari khataa
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Meri ulfat se nafarat na kar sangdil
Dekh iski badaulat yeh dinuya bani
Meri ulfat se nafarat na kar sangdil
Dekh iski badaulat yeh dinuya bani

Ishq ki aag mein jal ke has ke mita
Fir khabar hop tujhe kya hain dil ki lagi
O la la, o la la, o la la, o la la

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

Pyar karna koi jurm kab hain sanam?
Pyar mera khudaa, pyar mera dharam
Pyar karna koi jurm kab hain sanam?
Pyar mera khudaa, pyar mera dharam

Pyar maine kiya, [Incomprehensible] ka diya
Tum yeh sochon zara, tumko meri kasam

Budtameez kaho ya kaho jaanwar
Mera dil tere dilpe fida ho gaya
Bachaon koi, sambalo koi
O meri jaaneja mein tabah ho gaya
O la la, o la la, o la la, o la la

O la la, o la la, o la la, o la la
O la la, o la la, o la la, o la la
O la la, o la la, o la la, o la la

Friday, March 18, 2011

Aasman se Aaya Farishta - Bramhchari

Oh jaaneman Dilara
Ek nazar idhar bhi

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa, jaa)

Seekho, zara seekho
Andaaz pyar ka humse tum
Karlo, aji karlo,
Iqraar pyar ka humse tum

Seekho, zara seekho
Andaaz pyar ka humse tum
Karlo, aji karlo,
Iquraar pyar ka humse tum

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Jaa, jaa, jaa)

Dilbar, teri khatir mein chaand chod kar aaya hoon
Dene nazarana, mein apne pyar ko laya hoon
Dilbar, teri khatir mein chaand chod kar aaya hoon
Dene nazarana, mein apne pyar ko laya hoon

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(You silly)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Don't be silly)

Sayaa hoon mein tera
Tee saath saath hi aaoonga
Aashiq hon mein tera
Bahon se baand le jaaonga

Sayaa hoon mein tera
Tee saath saath hi aaoonga
Aashiq hon mein tera
Bahon se baand le jaaonga

Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlana
Dil mein hain tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlane

Kaho pyaar hain tumse
(Hmm)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Hmm, hmm)

Kaho pyaar hain tumse
(Haan)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan)

Kaho pyaar hain tumse
(Kaha na)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan hain)

Kaho pyaar hain tumse
(Hmm)
O jaana kaho pyaar hain tumse
(Haan, haan)